Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhajan: Siyarani Ka Achal Suhag Rahe (सियारानी का अचल सुहाग रहे - भजन)


Bhajan: Siyarani Ka Achal Suhag Rahe
Mere Mithila Desh Mein, Aao Dulha Bhesh ।
Taate Yahi Upasana, Chahiye Hamen Hamesha ॥
Siyarani Ka Achal Suhag Rahe ।
Maiya Rani Ka Achal Suhag Rahe ।
Raja Ram Ji Ke Sir Par Taaj Rahe ॥

Jab Tak Prithvi Ahishish Rahe ।
Nabh Mein Shashi Surya Prakash Rahe ।
Ganga Jamuna Ki Dhar Rahe ।
Tab Tak Yah Banak Bana Rahe ॥
॥ Siyarani Ka Achal Suhag Rahe… ॥

Ye Bana Rahen Ve Banin Rahen ।
Nit Bana Banin Mein Banin Rahen ॥
Avichal Shri Avadh Ka Raaj Rahe ।
Aviral Shri Sarayu Ki Dhaar Bahe ॥
॥ Siyarani Ka Achal Suhag Rahe… ॥

Premijan Ka Barbhag Rahe ।
Charnon Mein Nit Anurag Rahe ॥
Ye Suhag Rahe Sirtaaj Rahe ।
Nit Nit Yah Banak Bana Rahe ॥
॥ Siyarani Ka Achal Suhag Rahe… ॥

Siyarani Ka Achal Suhag Rahe ।
Maiya Rani Ka Achal Suhag Rahe ।
Raja Ram Ji Ke Sir Par Taaj Rahe ॥

सियारानी का अचल सुहाग रहे - भजन हिन्दी में पढ़ें

सियारानी का अचल सुहाग रहे। मैया रानी का अचल सुहाग रहे। राजा राम जी के सिर पर ताज रहे। जब तक पृथ्वी अहिषीश रहे...
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanMata Sita BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami Bhajan BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Amrit Ki Barse Badariya Baba Ki Duariya

Amrit Ki Barse Badariya, Baba Ki Duariya, Amrit Ki Barsen Badariya, Baba Ki Duariya ॥

Darshan Do Ghansyam Nath Mori Akhiyan Pyasi Re

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori, Akhiyan Pyasi Re । Man Mandir Ki Jot Jaga Do..

Haar Gya Hu Baba Ab To Aake Tham Re

Haar Gaya Hoon Baba, Ab to Aake Thaam Re, Sun Sanware Haare Ka Sahara, Tera Naam Re ॥

Hari Ji Meri Lagi Lagan Mat Todna

Hari Ji! Meri Lagi Lagan Mat Todana, Lagi Lagan Mat Todana, Pyare Lagi Lagan Mat Todana...

Sakhi Ri Bank Bihaari Se Hamari Ladgayi Akhiyan

Shri Ram, Shri Raghuvar, Ram Navmi, Sundarkand, Ramayan Path, Vijayadashami, Mata Sita, Ram Sita Vivah, Shri Vishnu, Shri Krishna, Brij, Baal Krishna, Bhagwat, Janmashtami, Divya Chaturvedi

Ek Hari Ko Chorh Kisi Ki Chalti Nahi Hai Manmani

Ek Hari Ko Chhod Kisi Ki, Chalati Nahin Hai Manmani, Chalti Nahi Hai Manmani......

Manga Hai Maine Maiya Se Vardaan Ek Hi

Manga Hai Maine Maiya Se, Vardaan Ek Hi, Teri Krupa Bani Rahe, Jab Tak Hai Jindegi ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP