Jab Se Barsane Me Aayi Main Badi Masti Me Hun (जबसे बरसाने में आई, मैं बड़ी मस्ती में हूँ - भजन)


Jabse Barsane Mein Aayi,
Main Badi Masti Me Hun,
Main Badi Masti Me Shyama,
Main Badi Masti Me Shyama,
Main Badi Masti Me Pyare,
Main Badi Masti Me Pyare,
Jab Se Tum Sang Lau Lagai,
Main Badi Masti Me Hun ॥
Chha Gai Aankhon Mein Dil Mein,
Bas Teri Deewangi, ॥chha Gai Aankhon...
Tu Hi Tu Bas De Dikhai,
Main Badi Masti Me Hun, ॥tu Hi Tu ...
Main Badi Masti Me Shyama,
Jab Se Tum Sang Lo Lagai,
Main Badi Masti Me Hun ॥
॥ Jabse Barsane Mein Aayi… ॥

Na Tamanna Daulaton Ki,
Shoharaton Ki Laadli, ॥na Tamanna...
Naam Ki Karke Kamai,
Main Badi Masti Me Hun, ॥naam Ki...
Main Badi Masti Me Shyama,
Jab Se Tum Sang Lo Lagai,
Main Badi Masti Me Hun ॥
॥ Jabse Barsane Mein Aayi… ॥

Banki Chitwan Sanwari,
Man Mohni Surat Teri, ॥banki Chitwan...
Jabse Hai Dil Mein Samai,
Main Badi Masti Me Hun, ॥jabse Hai...
Main Badi Masti Me Shyama,
Jab Se Tum Sang Lo Lagai,
Main Badi Masti Me Hun ॥
॥ Jabse Barsane Mein Aayi… ॥

Jabse Barsane Mein Aayi,
Main Badi Masti Me Hun,
Main Badi Masti Me Shyama,
Main Badi Masti Me Shyama,
Main Badi Masti Me Pyare,
Main Badi Masti Me Pyare,
Jab Se Tum Sang Lau Lagai,
Main Badi Masti Me Hun ॥
जबसे बरसाने में आई, मैं बड़ी मस्ती में हूँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जबसे बरसाने में आई, मैं बड़ी मस्ती में हूँ, जब से तुम संग लौ लगाई...
Bhajan Shri Radha Rani BhajanBrij BhajanPoonam Didi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tera Jag Hai Kare Gunagaan Gajaanan Lambodar

Tera Jag Hai Karen Gungaan, Gajanan Lambodar, Lambodar Hey Lambodar, Lambodar Hey Lambodar,
Tu Jag Mein Sabse Mahan, Gajanan Lambodar, Tera Jag Hai Kare Gungaan, Gajanan Lambodar ॥

Preet Main Puje Naam Tumhara

Preet Me Puje Naam Tumhara, Ganpati Jagat Khivaiya, Shiv Nandan Ab Aaj Hamari, Paar Lagana Naiyya, Jai Gauri Ke Lala ॥

Koi Shubh Kam Ho

Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Reeti Devon Ne Iski Chalai, Iss Reeti Ko Hum Sab Nibhaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle ॥

Gajanan Gauri Ke Lala Meri Mehfil Mein Aa Jana

Gajanan Gauri Ke Lala, Meri Mehfil Mein Aa Jana, Manaye Aaj hum Tumako, Meri Mahaphil Main Aa Jana ॥

Tumhe Vandana Tumhe Vandana

Tumhe Bandana Tumhe Bandana, Hey Buddhi Ke Data, Sab Devo Ke Gyata, Tumhe Bandana Tumhe Bandana ॥