Bhajan: Kirpa Milegi Shri Ramji Ki (कृपा मिलेगी श्री राम जी की - भजन)


Kirpa Milegi Shri Ram Ji Ki,
Bhakti Karo, Bhakti Karo,
Daya Miligi Hanuman Ji Ki,
Ram Japo, Ram Japo,Dusht Dalan Hanuman Hai,
Hanuman Mere,
Jay Hanuman, Jay Hanuman
Patit Pavan Ram Hai,
Shri Ram Mere,
Jay Siya Ram, Jay Siya Ram
Murat Rakh Shri Ram Ki,
Man Dhyan Dharo,
Dhyan Dharo, Dhyan Dharo
Bhakti Karo, Bhakti Karo
॥ Kirpa Milegi Shri Ram Ji… ॥

Sakal Amangal Har Lenge,
Hanuman Mere,
Jay Hanuman, Jay Hanuman
Tan Man Pavan Kar Denge,
Shri Ram Mere,
Jay Siya Ram, Jay Siya Ram
Shish Jhuka Kar Charanon Mein,
Pranam Karo, Pranam Karo
Bhakti Karo, Bhakti Karo
॥ Kirpa Milegi Shri Ram Ji… ॥

Shankar Swayam Kesari Nandan,
Jay Hanuman,
Jay Hanuman, Jay Hanuman
Vishnu Roop Bhagwan Hai.
Mere Shri Ram,
Jay Siya Ram, Jay Siya Ram
Vishnu Mahesh Ki Leela Ka,
Gan Gaan Karo,
Gaan Karo, Gaan Karo
Bhakti Karo, Bhakti Karo
॥ Kirpa Milegi Shri Ram Ji… ॥

Ram Se Bade Hai Bhakt Ram Ke,
Jay Hanuman,
Jay Hanuman, Jay Hanuman
Jo Nit Ram Ki Mahima Gave,
Jay Siya Ram, Jay Siya Ram
Arpit Prabhu Poojan Mein Jeevan,
Pran Karo, Pran Karo
Bhakti Karo, Bhakti Karo
॥ Kirpa Milegi Shri Ram Ji… ॥
कृपा मिलेगी श्री राम जी की - भजन - हिन्दी में पढ़ें
किरपा मिलेगी श्री राम जी की, भक्ति करो, भक्ति करो, दया मिलिगी हनुमान जी की, राम जपो, राम जपो...
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II