Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Main Hoon Baba Ka Servant (मैं हूँ बाबा का सर्वेन्ट - भजन)


Main Hoon Baba Ka Servant
Kaho to Kore, Kaho to Kore Kaagaj Par
Likh Doon Ye Agreement
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Na Mangu Salary Baba Na Mangu Payment
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Tere Dar Par Aane Wala, Kabhi Na Khali Jaye
Kabhi Na Khali Jaye Baba, Kabhi Na Khali Jaye Baba
Apne Bhakton Par Mere Baba
Bhar-Bhar Kripa Lutaye Baba, Bhar-Bhar Kripa Lutaye Baba
Bhar -Bhar Kripa Lutaye
Arj Lagate Hi Kar Dete Kaam Mera Urjent
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Kaho to Kore, Kaho to Kore Kaagaj Par
Likh Doon Ye Agreement
Arj Lagate Hi Kar Dete Kaam Mera Urjent
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant

Karte Ho Kabhi Jaadu Baba
Karte Ho Kabhi Tona, Baba Karte Ho Kabhi Tona
Duniya Chalti Aise Jaise
Chabi Bhara Khilauna, Baba Chabi Bhara Khilauna
Bhakton Ke Sankat Ka, Bhakton Ke Sankat Ka,
Chutki Mein Karte Treatment
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Kaho to Kore, Kaho to Kore Kaagaj Par
Likh Doon Ye Agreement
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant

Baba Ke Darbaar Ki Shobha
Dekho Sabse Nyari Baba, Dekho Sabse Nyari
Jhoom -Jhoom Ke Nache Gaye
Saare Nar Aur Naari, Saare Nar Aur Naari,
Baba Saare Nar Aur Naari,

Band Aankh Se, Band Aankh Se Karen Jo Darshan, to Jeevan Event
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Kaho to Kore, Kaho to Kore Kaagaj Par
Likh Doon Ye Agreement
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant

Bhakti Ki Shakti Se Hi, Bhakton Ke Bhag Hain Jaagen
Bhakton Ke Bhaag Hain Jaagen Baba, Bhakton Ke Bhaag Hain Jaagen
Gandh Sugandh Anand Mile
Aur Dukhti Raahen Bhaagen, Dukhti Raahen Bhaagen Baba, Dukhti Raahen Bhaagen
Shyam Naam Ke Shyam Naam Ke Itr Ke, Aage Pheeke Hain Sab Sent
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Kaho to Kore, Kaho to Kore Kaagaj Par
Likh Doon Ye Agreement
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant
Main Hoon Baba Ka Servant, Main Hoon Baba Ka Servant

मैं हूँ बाबा का सर्वेन्ट - भजन हिन्दी में पढ़ें

कहो तो कोरे, कहो तो कोरे कागज पर, लिख दूं ये एग्रीमेंट, मैं हूँ बाबा का सर्वेंट, मैं हूँ बाबा का सर्वेंट
Read Also

Bhajan Indor BhajanHanuman BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanRam Navmi BhajanShri Raghuvar BhajanJai Shri Ram BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi BhajanPandit Sudhir Vyas Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Siya Aane Wale Hain

Sari Duniya Mein Ab Logo Ke Duhkh Katane Wale Hain, Ram Siya Aane Wale Hai Avadh Mein Aane Wale Hai,
Ram Siya Aane Wale Hai Avadh Mein Aane Wale Hai ॥

Mere Angan Aaye Ram

Mere Aangan Aaye Ram Sang Lakhan Siya Hanuman Re, Mere Aangan Aaye Ram, Jai Jai Ram Ram Ram Siya Ram Ram Ram, Jai Jai Ram Ram Ram Siya Ram Ram Ram ॥

Ram Kahani Suno Re Ram Kanahi

Ram Kahani Suno Re Ram Kahani । Kahat Sunat Aave Aankhon Mein Pani । Shri Ram, Jay Ram, Jay-jay Ram

Raghunandan Raghav Ram Hare Dhun

Raghunandan Raghav Ram Hare, Siya Ram Hare, Siya Ram Hare ।

Ram Dashrath Ke Ghar Janme

Ram Dashrath Ke Ghar Janme, Gharana Ho to Aisa Ho, Gharana Ho to Aisa Ho, Log Darshan Ko Chal Aaye..

Mangal Ko Janme Mangal Hi Karte

Mangal Ko Janme, Mangal Hi Karte, Mangalmay Bhagwan, Jai Hanuman, Jai Hanuman..

Tan Ranga Mera Mann Ranga

Tan Ranga Mera Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga, Sita Ji Ke Rang Mein, Ram Ji Rang Mein,
Raadheshyaam Ji Rang Mein, Tan Ranga Menra Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga ॥

Aditya Hridaya Stotra - Aditya Hridaya Stotra
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP