Kuch Pal To Nikalo Bhole Ke Darbar Ke Liye (कुछ पल तो निकालों, भोले के दरबार के लिए - भजन)


Ye Zindagi Mili Hai,
Din Chaar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalo,
Bhole Ke Darbaar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Bhole Ke Darbaar Ke Liye ॥
Kai Punya Kiye Honge Jo,
Ye Manav Tan Hai Paya,
Par Bhool Gaye Bhagwan Ko,
Maya Mein Man Bharmaya,
Ab Tak to Jeete Aayen,
Ab Tak to Jeete Aayen,
Hai Parivar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Baaba Ke Darbaar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Bhole Ke Darbaar Ke Liye ॥

Tune Pai Pai Jodi,
Koi Kami Kahi Na Chhodi,
Par Sang Mein Sun Le Tere,
Na Jaye Phooti Kodi,
Kuchh Dharam Punya to Jodo,
Kuchh Dharam Punya to Jodo,
Us Paar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Baba Ke Darbaar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Bhole Ke Darbaar Ke Liye ॥

Ye Jag Hai Ek Saraye,
Koi Aaye Koi Jaye,
Iska Dastoor Purana,
Koi Sada Na Tikne Wala,
‘Gajesinh’ Shivji Ko Bhajlo,
‘Gajesinh’ Shivji Ko Bhajlo,
Uddhar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Baba Ke Darbaar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Bhole Ke Darbaar Ke Liye ॥

Ye Zindagi Mili Hai,
Din Chaar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalo,
Bhole Ke Darbaar Ke Liye,
Kuch Pal to Nikalon,
Bhole Ke Darbaar Ke Liye ॥
कुछ पल तो निकालों, भोले के दरबार के लिए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ये जिंदगी मिली है, दिन चार के लिए, कुछ पल तो निकालो, भोले के दरबार के लिए, कुछ पल तो निकालों, भोले के दरबार के लिए ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole Bhajan

Other Popular Kuch Pal To Nikalo Bhole Ke Darbar Ke Liye Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maa Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai

Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai, Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai, Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi, Tu Karunamayi Aur Mamtamayi Hai, Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi ॥

Nis Din Teri Pawan Jyot Jagaaon

Nishdin Teri Paavan, Jyot Jagaoon Main, Mujhko Na Bisraana,, Hey Jagdambe Maan ॥