Adiyogi The Source Of Yoga (आदियोगी - दूर उस आकाश की गहराइयों में)


Lyrics - Prasoon Joshi, Sound and Composition - Kailash KherDoor Us Aakash Ki Gehraiyon Mein,
Ek Nadi Se Beh Rahe Hain Adiyogi,
Shunya Sannate Tapakte Ja Rahe Hain,
Maun Se Sab Keh Rahe Hain Adiyogi,
Yog Ke Sparsh Se Ab Yogmaya Karna Hai Tan Man,
Saans Saaswat Sanan Sananan,
Praan Gunjan Dhanan Dhananan,
Utare Mujhme Adiyogi,
Yog Dhara Chalat Chan Chan,
Saans Saaswat Sanan Sananan,
Praan Gunjan Dhanan Dhananan,
Utare Mujhme Adiyogi,
Utare Mujhme Adiyogi..

Pees Do Astitva Mera,
Aur Kar Do Choora Choora,
Purn Hone Do Mujhe Aur,
Hone Do Ab Poora Poora,
Bhasm Wali Rasm Kar Do Adiyogi,
Yog Utsav Rang Bhar Do Adiyogi,
Baj Uthe Yeh Mann Sitari,
Jhanan Jhanan Jhanan Jhanan,

Saans Saaswat Sanan Sananan,
Praan Gunjan Dhanan Dhananan
Saans Saaswat Sanan Sananan,
Praan Gunjan Dhanan Dhananan

Saans Saaswat Sanan Sananan,
Praan Gunjan Dhanan Dhananan..

Saans Saaswat..
Praan Gunjan..

Utare Mujhme Adiyogi,
Yog Dhara Chalat Chan Chan,
Saans Saaswat Sanan Sananan,
Praan Gunjan Dhanan Dhananan,
Utare Mujhme Adiyogi..
Utare Mujhme Adiyogi..
आदियोगी - दूर उस आकाश की गहराइयों में - हिन्दी में पढ़ें
दूर उस आकाश की गहराइयों में, एक नदी से बह रहे हैं आदियोगी...
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanYoga Day BhajanYoga BhajanYog Diwas BhajanInternational Yoga Day BhajanIsha Foundation BhajanIsha BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II