Hey Suryaputra Hume Rakhna Karuna Ki Chaav Mein (हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें, रखना करूणा की छाँव में:भजन)


Hey Suryaputra Hume,
Rakhna Karuna Ki Chaav Mein,
Kanta Bhi Na Chubhane Dena Kabhi,
Kasto Ka Hamare Paanvo Mein,
Hey Suryaputra Hume,
Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥
Hamko Na Kabhi Parkhana Tum,
Prabhu Drusthi Daya Ki Rakhna Tum,
Jag Sagar Paar Kara Dena,
Baitha Ke Sukho Ki Naavo Mein,
Hey Suryaputra Hume,
Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥

Sab Aapko Hai Koi Gair Nahi,
Tum Rakhte Kisi Se Bair Nahi,
Prabhu Aap Ke Naam Ka Danka To,
Bajata Hai Sabhi Dishao Mein,
Hey Suryaputra Hume,
Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥

Subh Charan Jab Aap Aate Ho,
Maan Bhakt Ka Jit Ke Jate Ho,
Vo Rukna Sake Bulate Hai,
Jise Aap Shignapur Gao Mein,
Hey Suryaputra Hume,
Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥
BhaktiBharat Lyrics

Hey Suryaputra Hume,
Rakhna Karuna Ki Chaav Mein,
Kanta Bhi Na Chubhane Dena Kabhi,
Kasto Ka Hamare Paanvo Mein,
Hey Suryaputra Hume,
Rakhna Karuna Ki Chaav Mein ॥
हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें, रखना करूणा की छाँव में:भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें, रखना करूणा की छाँव में, काँटा भी ना चूभने देना कभी, कष्टों का हमारे पाँवो में, हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमे, रखना करूणा की छाँव में ॥
Bhajan Shri Shani BhajanShani Dev BhajanShani Jayanti BhajanShanivar BhajanSaturday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..