Jai Ho Jai Ho Tumhari Ji Bajrangbali (जय हो जय हो तुम्हारी जी बजरंग बली - भजन)


Jai Ho Jai Ho Tumhari Ji Bajrang Bali
Leke Shiv Roop Aana Gajab Ho Gaya
Tretayug Mein the Tum Aaye Dwapar Mein Bhi
Tera Kalayug Mein Aana Gajab Go Gaya ॥
Bachpan Ki Kahani Nirali Badi
Jab Lagi Bhookh Hanumat Machalne Lage
Phal Samajh Kar Ude Aap Aakash Mein
Tera Sooraj Ko Khana Gajab Ho Gaya ॥

Kude Lanka Mein Jab Mach Gayi Khalbali
Maare Chunchun Kar Asuro Ko Bajrangbali
Mardaale Achchho Ko Patakkar Wahi
Tera Lanka Jalana Gajab Ho Gaya ॥

Aake Shakti Lagi Jo Lakhanlal Ko
Ram Ji Dekh Roye Lakhanlal Ko
Leke Sanjeevan Booti Pawan Veg Se
Poora Parvat Uthana Gajab Ho Gaya ॥

Jab Vibhishan Sang Baithe the Shri Ram Ji
Aur Charno Mein Haajir the Hanuman Ji
Sun Ke Taana Vibhishan Ka Anjani Ke Laal
Phaad Seena Dikhana Gajab Ho Gaya ॥

Jai Ho Jai Ho Tumhari Ji Bajrang Bali
Leke Shiv Roop Aana Gajab Ho Gaya
Tretayug Mein the Tum Aaye Dwapar Mein Bhi
Tera Kalayug Mein Aana Gajab Go Gaya ॥
जय हो जय हो तुम्हारी जी बजरंग बली - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय हो जय हो तुम्हारी जी बजरंग बली, लेके शिव रूप आना गजब हो गया, त्रेतायुग में थे तुम आये द्वापर में भी..
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganpati Tere Naam Ka Sahara

Ganpati Tere Naam Ka Sahara Tumhara Tumhara Sahara, Agar Na Milti Sharan Tumhari Leta Janm Dobara, Ganpati Tere Naam Ka Sahara Tumhara Tumhara Sahara...

Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna

Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna, Suswagatam Sharanagatam Krishna, Suswagatam Sharanagatam Krishna, Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna..

Maiya Ri Maiya Ek Khilona Dilwa De

Maiya Ri Maiya Ek Khilauna-Chhota Sa Dilawa De, Chabi Bharkar Jab Chhod to, Ek Hi Ratan Laga De

Swikar Hame Karle Ham Dukhdo Ke Maare Hai

Sweekar Humen Karle, Hum Dukhdo Ke Maare Hai, Tu Kah De Kahan Jayen, Bas Tere Sahare Hai...

Mara Ghat Ma Birajta Shrinathji

Mhaara Ghat Ma Biraajta, Shreenathji Yamunaji Mahaprabhuji, Mhaaro Mando Hai Gokul Vrindavan, Mhaare Tan Ro Aangniyon Hai Tulsi Naval, Mhaara Praan Jeevan, Maara Ghat Ma Biraajta, Shreenathji Yamunaji Mahaprabhuji ॥