JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara (जयकारा, मेरे केदारेश्वराय जय कारा - भजन)


Sansarasaram Bhujgendraharam,
Sadavasantam Hridayarvinde,
Bhavan Bhavanisahitan Namami ॥
Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara,
Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara,
Bolo Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Arati Ki Jay, Mere Bholenath Ki,
Mere Bholenath Ki Mere Shambhunath Ki,
Chun-Chun Kaliyon Se Mein Haar Banaun,
Haar Apane Bholenaath Ko Main Pahanaun,
Akhand Jyoti Bhole Tere Kadamon Mein Chadhaun,
Gadamon Mein Chadhake Teri Aarati Main Gaun,
Aajao Bhole Aajao,
Hume Darshan Deke Chahe Chale Jao,
Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara,
Bolo Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Jaykara Bolo Jaykara,
Bholenath Ka Bolo Jaykara,
Jaykara Jaykara, Bolo Jaykara,
Bholenath Ka Bolo Jaykara ॥

Ekanan Chaturanan Panchanan Raje,
Hansasan Garudasan Vrishvahan Saje,
Svetambara Pitambar Baghambar Ange,
Sankadik Garudadik Bhootadik Sange,
Kaal Bhi Uska Kya Bigade Mahakaal,
Kaal Bhi Uska Kya Bigade Mahakaal,
Jiske Sar Pe Tera Haath Rahe Sarbada,
Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara,
Bolo Jaykara Bolo Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara,
Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥
जयकारा, मेरे केदारेश्वराय जय कारा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जयकारा बोलो जयकारा, मेरे केदारेश्वराय तेरा जयकारा, जयकारा बोलो जयकारा..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole BhajanBaba Kedar BhajanKedarnath BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mhape Jad Bhi Musibat Koi Aavan Laage

Mhape Jad Bhi Musibat, Koi Aavan Laage, Koi Aavan Laage, Mhare Sar Ke Upar,
Chunadi Lehravan Laage ॥

Ambe Rani Ne Apna Samjh Kar Mujhe

Bhairav Khush Ho Gaye, Dhyan Mein Kho Gaye, Aur Hanuman, Shri Ram Japne Lage, Bramha Ne Vyas Ko, Ek Naye Ved Ka, Gyan Phir Se Karaya, Maja Aa Gaya, Amben Rani Ne, Apna Samajh Kar Mujhe, Apne Dar Pe Bulaya, Maja Aa Gaya ॥

Tumhare Charno Main Maiya Naman Hamara Hai

Trishul Hai Hathon Mein, Aur Khadag Ko Dhara Hai, Tumhare Charnon Mein, Maiya Naman Hamara Hai,
Maan Ashtbhuji Tumne, Sansar Ko Taara Hai, Tumhare Charno Mein, Maiya Naman Hamara Hai ॥