Mahakal Ki Gulami Mere Kam Aarhi Hai (महाकाल की गुलामी मेरे काम आ रही है - भजन)


Unki Hi Kripa Se
Ekdam Mast Jindagi Hai
Aur Gujra Hoon Jidhar Se
Mujhe Izzat Hi Mili Hai
Mahakal Ki Gulami
Mere Kaam Aa Rahi Hai
Bhole Ki Bhakti Ka Hai Ek Hi Hai Kaayada
Ismen to Mile Bas Phayada Hi Phayada
Mainne Bhi to Ki Hai Bhakti Tere Naam Ki
Bigdi Banadi Tune Mere Naam Ki
Mahakal Ki Gulami
Mere Kaam Aa Rahi Hai

Mahakal Mere, Mahakal Mere
Mahakal Mere, Mahakal Mere

Meri Manzil Hai Alag
Mera Maksad Hai Alag
Main Hoon Tera Hi Deewana,
Deewana, Deewana

Mujhe Chhede Na Jamana
Main Hoon Bhole Ka Deewana
Mahakal Mere, Mahakal Mere
Mahakal Mere, Mahakal Mere

Meri Phoolo Ki Dukaan
Mera Ban Gaya Makan
Teri Hi Kripa Mujhe Mila Ye Mukaan
Mer Ujjain Ke Mahakal
Mer Ujjain Ke Mahakal

Mere Bhole Ki Sawari Aai
Shiv Ji Ki Sawari Aayi
Aai Ujjain Nagariya
Shiv Ji Ki Sawari Aayi

Saare Mil Nacho Gao Dhoom Machao
Har Har Mahadev Naara Lagao
Dekho Sone Ki Muratiya Bole Suratiya
Dekho Mohani Muratiya Shiv Ji Sawari

Mere Bhole Ki Sawari Aayi
Shiv Ji Ki Sawari Aayi
Aai Ujjain Nagariya
Shiv Ji Ki Sawari Aayi

Mahakal Mere, Mahakal Mere
Mahakal Mere, Mahakal Mere

Unki Hi Kripa Se
Ekdam Mast Zindagi Hai
Aur Gujara Hoon Jidhar Se
Mujhe Izzat Hi Mili Hai
Mahakal Ki Gulami
Mere Kaam Aa Rahi Hai

Mahakal Ki Gulami
Mere Kaam Aa Rahi Hai
Mahakal Ki Gulami
Mere Kaam Aa Rahi Hai
महाकाल की गुलामी मेरे काम आ रही है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
महाकाल की गुलामी, मेरे काम आ रही है, उनकी ही कृपा से, एकदम मस्त जिंदगी है..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanShivaratri BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanMahakal BhajanGulami BhajanKishan Bhagat Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..