O Mera O Shankara Ho (ओ मेरा ओ शंकर हो - भजन)


Shambhu Mahadev Jai Shankara
Shambhu Mahadev Jai Shankara
Shambhu Mahadev Jai Shankara
Shambhu Mahadev Jai Shankara
O Mera O Shankar Ho
Mann Mein Baitha Hai Tu
O Mera O Shankar Ho
Maun Mein Baitha Hai Tu

Ho Tere Darshan Ko
Ho Tere Darshan Ko
Tarse Meri Rooh

O Mera O Shankar Ho
Maun Mein Baitha Hai Tu
Ho Baitha Kailash Mein Tu
Anant Akash Mein Tu
Ho Baitha Kailash Mein Tu
Anant Akash Mein Tu
Ho Pag Pag Main Chalaya
Ho Pag Pag Main Chalaya
Milne Ki Aas Mein Hoon

Mereya Shankara Ho
Maun Mein Baitha Hai Tu

Ho Tu Hai to Main Hoon
Tujh Bin Main Kya Hoon
Ho Tu Hai to Main Hoon
Tujh Bin Main Kya Hoon
Ho Mann Bairagi Hua
Ho Mann Bairagi Hua
Teri Lagan Mein Hoon

Mereya Shankara Ho
Maun Mein Baitha Hai Tu

Ho Meri Dor Bandhi
Main Tujhmen Sama Raha Hoon
Ho Meri Dor Bandhi
Main Tujhmen Sama Raha Hoon
Ho Saanso Ki Mala Mein
Ho Saanso Ki Mala Mein
Tera Hi Naam Japoon

Mereya Shankara Ho
Maun Mein Baitha Hai Tu

Ho Matlab De Rishte
Teri Duniya Mein Kaise Rahoon
Ho Matlab De Rishte
Teri Duniya Mein Kaise Rahoon
Ho Aaoon Jab Milne
Main Aaoon Jab Milne
Sharan Mein Lena Tu

Mereya Shankara Ho
Maun Mein Baitha Hai Tu

Jag Ko Taarne Wala Ho
Mera Bhola Bhandari
Kasht Mitane Wala Ho
Mera Bhola Bhandari
Jag Ko Taarne Wala Ho
Mera Bhola Bhandari
Kasht Mitane Wala Ho
Mera Bhola Bhandari
ओ मेरा ओ शंकर हो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ओ मेरा ओ शंकर हो, मन में बैठा है तू, हो तेरे दर्शन को, तरसे मेरी रूह..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai, Jeetunga Ek Din, Mera Dil Ye Kahata Hai, Mere Manjhi Ban Jao, Meri Naav Chala Jao..

Suno Suno Hanuman Ji Ek Jaruri Kaam Ji

Suno Suno Hanuman Ji, Ek Jaruri Kaam Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji ॥

Ram Dulare Hai Anjani Ke Pyare Hai

Ram Dulare Hai, Anjani Ke Pyare Hai, Bhakto Ke Bigade Kaam, Paal Mein Saware Hai, Jay Ho Tumhari Hanuman, Maa Anjani Ke Laala ॥

Sunlo Baba Bajrangi Main Kaise Tujhe Rijhaun

Sunlo Baba Bajrangi, Main Kese Tujhe Rijhaun, Charanon Mein Mujhe Bitha Lo, Main Tumse Itna Chahun,
Ram Siyaram Siyaram Siyaram, Ram Siyaram Siyaram Siyaram ॥

Prarthana Hai Yahi Meri Hanuman Ji

Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Thar Dijiye, Ram Sita Ka Darshan Karake Mujhe, Mere Sapne Ko Sakar Kar Dijiye, Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Dhar Dijiye ॥