Shambhu Ye Teri M aya Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chaya (शंभू ये तेरी माया, कहीं है धूप कहीं है छाया - भजन)


Shambhu Ye Teri Maya,
Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya,
Khud Tune Vish Piya,
Auro Ko Amrt Pilaya,
Tere Jaisa Yogi,
Na Mila Hai Na Paya,
Sansen Tab Tak Chalegi,
Jab Tak Rahega Tera Saya,
Shambhu Ye Teri Maya,
Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya ॥
Tu Aghori Bhasm Sani Teri Kaya,
Trishul Utha Ke Tandav,
Jab Damaru Damadamaya,
Kampi Ye Dharati Jag Ghabaraya,
Ambar Thar Tharaya,
Shambhu Ye Teri Maya,
Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya ॥

Auro Ko Daullat Bante,
Khud Se Dur Moh Maya,
Sanso Main Yogi,
Yogi main Sansar Samaya,
Shambhu Ye Teri Maya,
Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya ॥

Shambhu Ye Teri Maya,
Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya,
Khud Tune Vish Piya,
Auro Ko Amrt Pilaya,
Tere Jaisa Yogi,
Na Mila Hai Na Paya,
Sansen Tab Tak Chalegi,
Jab Tak Rahega Tera Saya,
Shambhu Ye Teri Maya,
Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chhaya ॥
शंभू ये तेरी माया, कहीं है धूप कहीं है छाया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शंभू ये तेरी माया, कहीं है धूप कहीं है छाया, खुद तूने विष पिया, औरो को अमृत पिलाया, तेरे जैसा योगी, ना मिला है ना पाया, सांसें तब तक चलेगी, जब तक रहेगा तेरा साया, शम्भु ये तेरी माया, कहीं है धूप कहीं है छाया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Shambhu Ye Teri M aya Kahin Hai Dhup Kahin Hai Chaya Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,