Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jayati Jayati Jag Niwas Shankar Sukhkari (जयति जयति जग-निवास, शंकर सुखकारी - आरती)


Jayati Jayati Jag Niwas Shankar Sukhkari
Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥
Ajar Amar Aj Arup,
Sat Chit Anandroop ।
Vyapak Brahmaswaroop,
Bhav! Bhav-bhay-hari ॥

Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥

Shobhit Bidhubal Bhaal,
Sursarimay Jatajal ।
Teen Nayan Ati Vishal,
Madan-dahan-kari ॥

Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥

Bhakthetu Dharat Shool,
Karat Kathin Shool Phool ।
Hiyaki Sab Harat Hool,
Achal Shantikari ॥

Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥

Amal Arun Charan Kamal,
Saphal Karat Kaam Sakal ।
Bhakti-mukti Det Vimal,
Maya-bhram-tari ॥

Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥

Kartikeyayut Ganesh,
Himatnaya Sah Mahesh ।
Rajat Kailash-desh,
Akal Kaladhari ॥

Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥

Bhooshan Tan Bhooti Vyal,
Mundmaal Kar Kapal ।
Sinh-charm Hasti Khal,
Damroo Kar Dhari ॥

Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥

Ashran Jan Nity Sharan,
Aashutosh Aartiharan ।
Sab Bidhi Kalyan-karan,
Jai Jai Tripurari ॥

Jayati Jayati Jag-niwas,
Shankar Sukhkari ॥

॥ Iti Shri Shankar Ji Aarti Samapt ॥

जयति जयति जग-निवास, शंकर सुखकारी - आरती हिन्दी में पढ़ें

जयति जयति जग-निवास, शंकर सुखकारी ॥ अजर अमर अज अरूप,
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanDinesh Dube Bhajan

Other Popular Jayati Jayati Jag Niwas Shankar Sukhkari Video

Susmita Goswami

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ho Jai ho Mahakal Raja

Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja, Teri Kirpa Ki Chhai Hai Chhaya । Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja,

Mahakal Ki Barat Mein

Dum Dhol Nagada Baje, Jhan Jhan Jhankara Baje, Dum Dum Dum Dumru Baje, Mahakal Ki Barat Mein, Mahakal Ki Barat Mein ॥

Mera Bhola Bada Matwala

Mera Bhola Bada Matwala, Sohe Gale Bich Sarpo Ki Mala ॥

Dewata Bhi Swarthi The, Daude Amrat Ke Liye

Devta Bhi Swarthi the, Daude Amrit Ke Liye, Ham Sada Unko Bhajenge

Sada Saaf Rakhna Tu Bande Maan Ka Shivala

Sada Saf Rakhana Tu Bande, Maan Ka Shivala, Na Jane Kab Kar De Daya, Rastra Rachane Wale,
Sada Saf Rakhana Tu Bande, Maan Ka Shivala ॥

Abhaydan Deejai Dayalu Prabhu Shiv Aarti

Abhaydan Deejai Dayalu Prabhu, Sakal Srshti Ke Hitkari । Bholenath Bhakt-du:khagnjan...

Maa Rewa: Tharo Pani Nirmal

Ma Rewa Tharo Paani Nirmal, Khal Khal Behto Jaye Re..

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP