Doha
Shri Ganesh ko sumir ke, Sharad sheesh navay,
Gau Maa ki mahima kahun, kanth virajo aay॥
Mandmati main Mata Gau, mujhko tanik na gyaan,
Kripa karo he Nandini, mahima karun bakhaan॥
Chaupai
Jai Jai Jai Jai Jai Gau Mata,
Kamadhenu sukh shanti pradata॥
Mata Surabhi ho jag kalyani,
Rishi muniyon ne katha bakhani॥
Tum hi ho hum saman Maiya,
Bhavsagar ki paar lagaiya॥
Devan aayi vipat karari,
Mata ki rakhwari॥
Rishi muniyan par danav dhava,
Sab mil tuhin bulava॥
Vyakul eka Ganga Mai,
Gyaan paas pental॥
Ganga ko Maa diya nivasa,
Aapahin Lakshmi aayi pasa॥
Lakshmi ko bhi tum apni,
Sabka jeevan Mata bachayi॥
Tentees koti dev-muni aaye,
Sabahin Mata aap bachaye॥
Mool raksha keenhi,
Asur gras har jeevan deenhi॥
Mata tum ho divya swaroopa,
Teri mahima sab gaayen bhoopa॥
Dev danuj mil mathen nisha,
Piye kishor ratna manisha॥
Sagar ko mil dev mathaye,
Kamadhenu ratnahin tab paye॥
Kamadhenu ke pancha,
Seva se jaayen bhav prakaar॥
Subhadra Nanda Surabhi Sushila,
Bahula dhenu kaam ki leela॥
Jo jan sir godhuli lagayen,
Take paap kat jaye॥
Go charanan ma teerth nivasa,
Gau-bhakti sam nahin upvasa॥
Gau seva hai moksh ki seedhi,
Dhan bal yash pavahin sab peedhi॥
Vidya Lakshmi avahin pasa,
Kamadhenu kar jahan nivasa॥
Bholenath shraap jab piye,
Seedha vah Golok sidhaye॥
Shiv kar Surabhi ki stuti lage,
Parikrama kar Maa ke aage॥
Haath jod Shiv baat ka varnan,
Tapti deh shraap se Mai॥
Tori sharan Mata main aaya,
Sheetal kar do meri kaya॥
Surabhi deh mein pravishe Shankar,
Jag kolahal macha bhayankar॥
Tab sabahin dev mil stuti gaye,
Pata paay Golok sidhaye॥
Surya saman Surabhi sut dekha,
Neel naam tha tej vishesha॥
Go sevak the Krishna Murari,
Mahima sabse nyari॥
Kanha van mein gaay charate,
Doodh dahi pee makhan khate॥
Jabahin Krishna bansuri bajaye,
Shail gaay laut aa jaye॥
Jis ghar ho Maa tera vasa,
Dukh peeda kim avahin pasa॥
Ho jahan Kamadhenu ki pooja,
Punya nahin isse badi dooja॥
Mata maho rishi muni tare,
Dev manuj ke bhagya sanvare॥
Ved Puranon mein tav gatha,
Yugon yugon se hai tav saath॥
Tumahin manuj ke bhagya sanvare,
Ant kaal Vaitarani tare॥
Tav mahima kim gaun Mate,
Tummein charo dham samate॥
Panchgavya ki mahima nyari,
Apavitra hi hai sansari॥
Pratah kaal jo darshan payen,
Mare kaaj aap ban jayen॥
Haath jod jo shees navaye,
Bure bala se Mata bachaye॥
Jo jan Gau Chalisa gaye,
Sukh sampatti take ghar aaye॥
“Chetan” hai Maa tera dasa,
Mata hriday mein nivas karo॥
Doha
Gau Chalisa jo padhe,
Nitya niyam uthe॥
Gyaan sang dhan yash badhe,
Sankat hare Gau Mata॥
Gau vandan jo kar liya,
Pooran charo dham॥
Tarani teer Kanha mile,
Piye Saryu Ram॥