Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhajan: Badi Der Bhai Kab Loge Khabar More Ram (बड़ी देर भई, कब लोगे खबर मोरे राम: भजन)


Bhajan: Badi Der Bhai Kab Loge Khabar More Ram
Badi Der Bhaii, Badi Der Bhaii,
Kab Loge Khabar More Raam,
Badi Der Bhaii
Kahate Hain Tum Ho Daya Ke Sagar,
Phir Kyoon Khali Meri Gagar,
Jhoomen Jhuke Kabhai Na Barase,
Kaise Ho Tum Ghanashyam ,
He Ram, He Ram
Badi Der Bhaii, Badi Der Bhaii,
॥ Kab Loge Khabar...॥

Sunake Jo Bahare Ban Jaoge ,
Aap Hi Chhaliya Kah Laoge,
Meri Baat Bane Na Bane,
Ho Jaoge Tum Badanam,
He Ram, He Ram
Badi Der Bhaii, Badi Der Bhaii,
॥ Kab Loge Khabar...॥

Chalate Chalate Mere Pag Haare,
Aai Jeevan Ki Sham,
Kab Loge Khabar More Ram,
He Ram, He Ram

Badi Der Bhaii, Badi Der Bhaii,
Kab Loge Khabar More Raam,
Badi Der Bhaii

बड़ी देर भई, कब लोगे खबर मोरे राम: भजन हिन्दी में पढ़ें

बड़ी देर भई, बड़ी देर भई, कब लोगे खबर मोरे राम, कहते हैं तुम हो दया के सागर..
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah Bhajan

Other Popular Bhajan: Badi Der Bhai Kab Loge Khabar More Ram Video

Badi Der Bhai Kab Loge Khabar More Ram By Vipin Sachdev

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Maa Ho To Aisi Ho Aisi Ho

Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho, Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho, Are Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho...

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye, Bol Meri Maiya Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Nau Nau Roop Maiya Ke To Bade Pyare Lage

Nau Nau Roop Maiya Ke To, Bade Pyare Lage, Bade Pyare lage, Sabse Paye Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage, Sabse Payre Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage ॥

Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet

Har Ki Koi Chinta Nahi, Pag Pag Hogi Jeet, Lagi Re Meri Lagi Re Meri, Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet,
Maat Maat Ka Nagma Gaye, Maat Maat Ka Nagma Gaye, Ye Jiban Sangini, Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet ॥

Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan

Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan, Aati Hai Gagan Se Rojana, Chanda Bhi Sitaron Ko Moti,
Deta Hai Najar Se Najrana, Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan, Aati Hai Gagan Se Rojana ॥

Janmashtami - Janmashtami
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP