Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mat Ghabra Mann Baware (मत घबरा मन बावरे - भजन)


Mat Ghabra Mann Baware
Mat Ghabra Mann Baware,
Hai Shyam Tera Rakhwala,
Hai Shyam Tera Rakhwala ॥
Mat Ghabra Mann Baware,
Hai Shyam Tera Rakhwala,
Hai Shyam Tera Rakhwala ॥
Sath Tumhara Kabhi Na Chhode,
Mohan Murli Wala,
Mat Ghabra Mann Baware,
Hai Shyam Tera Rakhwala,
Hai Shyam Tera Rakhwala ॥

Kare Kripa Jab Sanwara,
Sab Sankat Kat Jaye,
Aag Lagi Chahun or Ho,
Tujhpar Aanch Na Aaye,
Karuna Ki Jab Varsha Hoti,
Kya Kar Sakti Jwala,
॥ Mat Ghabra Mann Bawaren… ॥

Jag Wale Munh Mod Le,
Dushman Bane Jamana.
Ye Tu Nishchay Jaan Le,
Nirbal Ka Bal Kanha ।
Tuphano Mein Deepak Jalta,
Kaun Bujhane Wala.
॥ Mat Ghabra Mann Bawaren… ॥

Tu Kamajor Nahin Hai,
Tere Sath Kanhaiya.
Tere Upar Pad Rahi,
Mor Mukut Ki Chhaiya ।
Binnu is Sheetal Chhaiya Mein,
Pher Shyam Ki Mala.
॥ Mat Ghabra Mann Bawaren… ॥

Mat Ghabra Mann Baware,
Hai Shyam Tera Rakhwala,
Hai Shyam Tera Rakhwala,
Sath Tumhara Kabhi Na Chhode,
Mohan Murli Wala,
॥ Mat Ghabra Mann Bawaren… ॥

Mat Ghabra Mann Baware,
Hai Shyam Tera Rakhwala,
Hai Shyam Tera Rakhwala ॥

मत घबरा मन बावरे - भजन हिन्दी में पढ़ें

मत घबरा मन बावरे, है श्याम तेरा रखवाला॥ साथ तुम्हारा कभी ना छोड़े, मोहन मुरली वाला...

Bhajan Shri Krishna BhajanShri Khatu Shyam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥

Ram Lakshman Ke Sang Janki

Ram Lakshman Ke Sang Janki, Jai Bolo Hanuman Ki...

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari

Avadh Bihari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari, Giravar Dhari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP