Ayodhya Saj Rahi Saari Awadh Me Ram Aaye Hai (अयोध्या सज रही सारी, अवध में राम आये है: भजन)


Khushi Sabko Mili Bhari,
Awadh Me Ram Aaye Hai,
Awadh Me Ram Aaye Hai,
Prabhu Shree Ram Aye Hai,
Siya Ke Ram Aye Hai,
Ayodhya Saj Rahi Saari,
Awadh Me Ram Aaye Hai ॥
Jale Hai Deep Ghar Ghar Mein,
Mana Utshav Jagat Bhar Mein,
Mile Dil Berukhi Haari,
Awadh Me Ram Aaye Hai ॥

Jagat Prani Jo Sare,
Prabhu Shree Ram Ke Pyare,
Magan Hai Aaj Nar Nari,
Awadh Me Ram Aaye Hai ॥

Chali Gae Dukh Bhari Raina,
Darsh Ko Pyase Hai Naina,
Subah Aae Hai Ujiyari,
Awadh Me Ram Aaye Hai ॥

Devta Phool Barsaye,
Pujhari Poja Karwaye,
Chhavi ‘Bhulan’ Badi Pyari,
Awadh Me Ram Aaye Hai ॥

Khushi Sabko Mili Bhari,
Awadh Me Ram Aaye Hai,
Awadh Me Ram Aaye Hai,
Prabhu Shree Ram Aye Hai,
Siya Ke Ram Aye Hai,
Ayodhya Saj Rahi Saari,
Awadh Me Ram Aaye Hai ॥
अयोध्या सज रही सारी, अवध में राम आये है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
खुशी सबको मिली भारी, अवध में राम आये है, अवध में राम आये है, प्रभु श्री राम आये है, सिया के राम आये है, अयोध्या सज रही सारी, अवध में राम आये है ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥