Baba Teri Jata Mein Bahati Hai Gang Dhara (बाबा तेरी जटा में, बहती है गंग धारा: शिव भजन)


Shankar Teri Jata Mein,
Baba Teri Jata Mein,
Bahati Hai Gang Dhara,
Bhole Teri Jata Mein,
Kali Ghata Ke Andar,
Jimi Damini Ujala,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥
Gale Mein Mundmala Raje,
Shashi Bhal Par Viraje,
Damru Bhal Par Viraje,
Damru Ninad Baje,
Kar Mein Trishul Dhara,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥

Mrug Charm Basan Dhari,
Brushraj Pe Sawari,
Nija Bhakt Dukhihari,
Kailash Mein Bihari,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥

Grit Nit Tejrasi,
Katibandha Naag Phansi,
Giraja Hai Sang Dashi,
Sab Viswa Ke Adhara,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥

Shiv Naam Jo Uchare,
Sab Paap Dosh Tare,
Bramhanand Na Bisare,
Bhav Sindhu Par Tara,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥
BhaktiBharat Lyrics

Shankar Teri Jata Mein,
Baba Teri Jata Mein,
Bahati Hai Gang Dhara,
Kali Ghata Ke Andar,
Jimi Damini Ujala,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥
बाबा तेरी जटा में, बहती है गंग धारा: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
शंकर तेरी जटां मेँ, बाबा तेरी जटा में, बहती है गंग धारा, काली घटा के अंदर, जिमि दामिनी उजाला, शंकर तेरी जटा से, बहती है गंग धारा ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Baba Teri Jata Mein Bahati Hai Gang Dhara Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..