Bhagwan Mere Bhagwan (भगवन मेरे भगवन - भजन)


Bhagwan Mere Bhagwan,
Is Musibat Se Bachao Bhagwan,
Phir Kisi Roop Mein Aao Bhagwan,
Bhagwan Mere Bhagwan....
Kitna Dhaayegi Sitam Ye Kudarat,
Rok Ab Is Pe Lagao Bhagwan,
Phir Kisi Roop Mein Aao Bhagwan,
Bhagwan Mere Bhagwan.....

Sabki Aankhon Mein Hain Gum Ke Aansu,
Sabke Gam Door Bhagao Bhagwan,
Phir Kisi Roop Mein Aao Bhagwan,
Bhagwan Mere Bhagwan....

Ik Tumhare Hi Sahare Hum Hain,
Ab Koi Raah Dikhao Bhagwan,
Phir Kisi Roop Mein Aao Bhagwan,
Bhagwan Mere Bhagwan....
भगवन मेरे भगवन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भगवन मेरे भगवन, इस मुसीबत से बचाओ भगवन, फिर किसी रूप में आओ भगवन, भगवन मेरे भगवन.....
Bhajan Bhagwan BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanBhagwan Ram BhajanAnup Jalota BhajanSoma Ghosh BhajanSudesh Bhosle BhajanMadhushree BhajanSatyam Anandjee BhajanGanga Aarti Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..