Gunwan Mere Ganpati Buddhi Ke Hain Data (गुणवान मेरे गणपति बुद्धि के है दाता - भजन)


Gunwan Mere Ganpati Buddhi Ke Hai Data
Hai Mere Data Sabke Data Bhagyavidhata ।
Mere Data,mere Data, Mere Data, Mere Data
Hai Mere Data Sabke Data Bhagyavidhata ॥
Baithe Hai Unche Asan Dale Tan Dushala Hai
Vo Hi Sunne Vala Hai Vo Hi Sund Vala Hai ।
Gajmukhdhar Vishala Hai Gajvadan Nirala Hai
Teeno Lok Mein Dekho Japte Jinki Mala Hai ।
Mata Hai Sati Parvati Pita Bholabhala Hai
Vo Hi Sunne Vala Hai Putra Sund Vala Hai ॥
Bigdi Banane Vala Bigdi Ko Banata,
Aai Har Musibat Ko Pal Mein Mitata,
Hai Mere Data Sabke Data Bhagya Vidhata ॥

Karle Bhakti Tu Manav Kam Tere Aaegi
Phooti Hui Kismat Bhi Teri Badal Jaegi ।
Har Karaj Mein Aate Hai Pahale Mere Ganraja
Devo Ke Dev Mahadev Mere Ganraja ।
Awaj Mein Hai Ganraja Saj Mein Ganraja
Raj Mein Hai Ganraja Taj Mein Hai Ganraja ॥
Laj Mein Hai Ganraja Laj Bachata
Bhakto Ko Tham Leta Dushto Ko Girata
Hai Mere Data Sabke Data Bhagya Vidhata ॥

Mere Data,mere Data, Mere Data, Mere Data
Hai Mere Data Sabke Data Bhagyavidhata
Gunwan Mere Ganpati Buddhi Ke Hai Data
Hai Mere Data Sabke Data Bhagyavidhata ।
Mere Data,mere Data, Mere Data, Mere Data
Hai Mere Data Sabke Data Bhagyavidhata ॥
Singer: Shivaji Patil
गुणवान मेरे गणपति बुद्धि के है दाता - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गुणवान मेरे गणपति बुद्धि के है दाता, है मेरे दाता सबके दाता भाग्यविधाता ।..
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanWednesday BhajanGrah Pravesh BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturdasi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh BhajanJaya Kishori Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhakton Ke Ghar Kabhi Aao Ma

Aao Maan Aao Maan Aao Maan, Bhakto Ke Ghar Kabhi Aaon Maan, Parivar Tumhara Hai, Hamen Tera Hi Sahara Hai, Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan, Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥

Meri Maiya Tere Darbar Ye Diwane Aaye Hai

Meri Maiya Tere Darbar Ye, Deewane Aaye Hai, Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye, Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye,
Mastane Aaye Hai, Meri Maiya Tere Darbar Ye, Deewane Aaye Hai ॥

Maa Ka Naam Jape Ja Har Pal

Maan Ka Naam Jape Ja Har Pal, Laage Na Koi Mol Re, Jai Mata Di Bol Re Tu, Jai Mata Di Bol Re ॥

Bhagat Pukare Aaj Mawadi

Bhagat Pukare Aaj Mawadi, Aake Laaj Bacha Ja Aye, Duhkh Pave Hai Tabar Thara, Aake Kasht Mita Ja Ai, Bhakt Pukare Aaj Mawadi, Aake Laaj Bacha Ja Aye ॥

Kitna Sona Hai Darbar Bhawani Tera

Kitna Sona Hai Darbar, Bhawani Tera Ye Singar, Kitan Sona Hai, Tera Ye Darwar Bhawani, Tera Ye Singar, Kitna Sona Hai, O Maiya Tumko, Kisne Sajaya Hai, Tera Sundar Se Sundar, Darwar Banaya Hai ॥