Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala (हर हर बम बम के नारे से खुश होने वला: भजन)


Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala,
Tan Pe Hai Bhashmi Ramaye Pahane Mrig Ki Chhala,
Ye Hai Damru Wala ॥
Bhang Dhatura Nit Ye Bhog Lagaye,
Shish Pe Chandra Jata Se Gang Bahaye,
Abhusan Hai Jinke Gale Sarpon Ki Mala,
Ye Hai Damru Wala,
Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala ॥

Nandi Ki Sawari Karte Sang Mein Mata Gauri Hai,
Bhooto Se Rishta Inka Kahalate Aghori Hai,
Vish Ko Pi Kar Nil Kantha Kahanale Wala,
Ye Hai Damru Wala,
Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala ॥
BhaktiBharat Lyrics

Sone Ki Lanka Dedi Ravan Ko Daan Mein,
Bhagirath Ko Ganga Dedi Jag Kalyan Mein,
Khush Ko Kar Var Vashmasur Ko Dene Wala,
Ye Hai Damru Wala,
Har Har Bam Bam Ke Nare Se Khush Hone Wala,
Ye Hai Damru Wala ॥
हर हर बम बम के नारे से खुश होने वला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हर हर बम बम के नारे से खुश होने वला, ये है डमरू वाला, तन पे है बसम रमाये पहने मृग की शाला, ये है डमरू वाला ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Mera Kho Gaya Dil Vrindavan Dham Mein

Mera Kho Gaya Dil , Vrindavan Dham Mein, Mera Lage Nahin Man , Kisi Kaam Mein...