Mast Mahina Fagan Ka Khushiyo Ka Aalam Chaya (मस्त महीना फागण का खुशियों का आलम छाया: भजन)


Mast Mahina Fagan Ka,
Khushiyon Ka Aalam Chhaya,
Chaalo Chaalo Khatu Dham,
Mela Fagan Ka Hai Aaya ॥Rang Gulal Abir Laya,
Laya Bhar Pichkari,
Holi Khelunga Main to,
Tere Sang Shyam Bihari,
Aaj Na Chhodun Tujhko Baba,
Rang Doon Teri Kaya,
Chaalo Chaalo Khatu Dham,
Mela Fagan Ka Hai Aaya ॥

Dhoom Machi Hai Khatu Mein Aur,
Saj Raha Darbar,
Jiske Sang Ho Sanwariya,
Uska Har Din Tyohar,
Kalyug Ka Ye Dev Nirala,
Sabke Man Ko Bhaaya,
Chaalo Chaalo Khatu Dham,
Mela Fagan Ka Hai Aaya ॥

Kahata ‘Montu’ Tujhse Baba,
Kar Do Ye Intezaam,
Har Fagan Pe Aaoon Baba,
Main to Khatu Dham,
‘Jeetu’ Ki Bhi Sunle Baba,
Tujhse Kahne Aaya,
Chaalo Chaalo Khatu Dham,
Mela Fagan Ka Hai Aaya ॥

Mast Mahina Fagan Ka,
Khushiyon Ka Aalam Chhaya,
Chaalo Chaalo Khatu Dham,
Mela Fagan Ka Hai Aaya ॥
मस्त महीना फागण का खुशियों का आलम छाया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मस्त महीना फागण का, खुशियों का आलम छाया, चालो चालो खाटू धाम मेला फागण का है आया ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanKhatu Shyam BhajanKhatu Dham BhajanRadha Mohan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Balaji Mujhe Apne Dar Pe Bulana

Balaji Mujhe Apne, Dar Pe Bulana, Darshan Se Naino Ki, Pyas Bujhana, Balaji Mujhe Apna, Darshan Dikhana,
Balaji Mujhe Apne, Dar Pe Bulana ॥

Sunte Sabki Pukar Hanuman Ji

Sunate Sabaki Pukaar, Jo Bhi Shraddha Aur Prem Se Hai, Aata Inake Dwar, Bolo Jayakaar,
Jay Bajarangi Bolo Ji Bolo, Jay Bajarangi ॥

Kirtan Hai Veer Bajrang Ka

Kirtan Hai Veer Bajrang Ka, Nach Nach Kar Inko Mana, Tabhi To Baba Ayenge, Ram Gun Gayenge,
Kirtan Hoga Aaj, Kirtan Hoga Aaj ॥

Mere Maan Mein Base Hai Ram Mere Tan Mein Base Hai Ram

Chati Chir Ke Hanuman Ne, Bata Diya Shree Ram, Mere Maan Mein Base Hai Ram, Mere Tan Mein Base Hai Ram, Mere Maan Mein Base Hai Ram, Mere Tan Mein Base Hai Ram ॥

Bajrangbali Tune Kalyug Nihaal Kar Diya

Bajarangabali Tune, Kalayug Nihaal Kar Diya, Sankat Mita Bhagaton Ke, Yun Malaamal Kar Diya,
Bajaranga Bali Tune, Kalayug Nihaal Kar Diya ॥