Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aarti Bal Krishna Ki Keejen (आरती बाल कृष्ण की कीजै)


Aarti Bal Krishna Ki Keejen
Aarti Bal Krishna Ki Keeje,
Apna Janam Safal Kar Leejen ॥
Shri Yashoda Ka Param Dulara,
Baba Ke Ankhiyan Ka Tara।
Gopiyan Ke Pranan Se Pyara,
In Pe Pran Nyochavar Keeje॥
॥ Aarti Bal Krishna Ki Keeje...॥

Baldau Ke Chote Bhaiya,
Kanua Kahi Kahi Bole Maiya।
Param Mudit Man Let Balaiya,
Ye Chavi Nainan Mein Bhar Leeje॥
॥ Aarti Bal Krishna Ki Keeje...॥

Shri Radhavar Kunwar Kanahiya,
Braj Jan Ko Navneet Khavaiya।
Dekhat Hi Man Lait Churaiya,
Apno Sarvas Inko Deeje॥
॥ Aarti Bal Krishna Ki Keeje...॥

Totali Bolan Madhur Suhave,
Sakhan Sang Khelat Sukh Pave।
Soi Sukati Jo Inko Dhyave,
Ab Inko Apna Kar Leejen॥
॥ Aarti Bal Krishna Ki Keeje...॥

Aarti Bal Krishna Ki Keeje,
Apna Janam Safal Kar Leejen॥

आरती बाल कृष्ण की कीजै हिन्दी में पढ़ें

आरती बाल कृष्ण की कीजै, अपना जन्म सफल कर लीजै। श्री यशोदा का परम दुलारा...
Read Also

Aarti Shri Krishna AartiBrij AartiBaal Krishna AartiBhagwat AartiJanmashtami Aarti

If you love this aarti please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this aarti for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Aarti ›

Narmada Aarti

Om Jai Jagadanandi, Maiya Jai Aanand Kandi । Brahma Harihar Shankar, Reva, Shiv Har‍i Shankar, Rudrau Palanti..

Maa Saraswati Vandana

Popular prayer used during celebration Saraswati Pooja and Vasant Panchami festival...

Maa Saraswati Ji

Jay Saraswati Mata, Maiya Jay Saraswati Mata। Sadgun Vaibhav Shalini, Tribhuvan Vikhyata...

Shri Brihaspati Dev Ji Ki Aarti

Jai Brihaspati Deva, Om Jai Vrhaspati Deva। Chhin Chhin Bhog Laga‌on, Kadli Phal Meva...

Laxmi Mata Aarti

Om Jai Lakshmi Mata, Maiya Jai Lakshmi Mata।, Tumako Nishidin Sevat...

Aarti: Om Jai Jagdish Hare

Om Jaye Jagdish Hare, Swami Jaye Jagdish Hare, Bhagt Jano Ke Sankat, Khshan Mein Door Kare॥ - om jai jagdish hare lyrics in hindi and English

Shri Ganesh Aarti

Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesg Deva। Mata Jaki Parwati Pita Maha Deva॥

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP