Me Khatu Me Aau Baba Sato Janam (मैं खाटू में आऊँ बाबा सातों जनम - भजन)


Main Khatu Mein Aaoon Baba Saton Janam
Saton Janam Baba, Janmo Janam
Khatu Ki Galiyan, Mere Man Ko Bhaai
Tere Darshan Se Baba, Dil Chain Paai
Darshan Paoon Baba, Jab Tak Hai Dam

Shyam Naam Ki, Mahima Hai Bhaari
Tumne Hi Meri Saari, Vipda Hai Taali
Karna Kripa Tum Baba, Yoon Hi Hardam

Tumse Hi Meri Baba, Lagan Lagi Hai
Tere Naam Ki Dil Mein, Jyoti Jali Hai
Pal Pal Pukarun Baba, Jay Shri Shyam
मैं खाटू में आऊँ बाबा सातों जनम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं खाटू में आऊँ बाबा सातों जनम, सातों जनम बाबा, जन्मो जनम
Bhajan Khatushyam BhajanShri Krishna BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanArya Samaj BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye