Mera Dil Atka Teri Murat Pe (मेरा दिल अटका तेरी मूरत पे - भजन)


Mera Dil Atka Teri Murat Pe,
Mujhko To Kisi Ki Khabar Nahi ॥
Jab Se Dekha Hai Mein Tujhe,
Dil Tera Diwana Ho Hi Gaya,
Jab Se Dekha Hai Maine Tujhe,
Dil Tera Diwana Ho Hi Gaya ॥

Mere Naino,
Mere Naino Ko Ab Tere Siwa,
Kuch Aur To Ata Najar Nahi,
Mera Dil Atka Teri Murat Pe,
Mujhko To Kisi Ki Khabar Nahi ॥

Kya Kya Mahima Bataun Mein,
Kese Dil Ki Baat Bataun Mein,
Kya Kya Mahima Bataun Mein,
Kese Dil Ki Baat Bataun Mein ॥

Mera Bahut,
Mera Bahut Purana Nata Hai,
Mujhpe To Kisi Ka Ashar Nahi,
Mera Dil Atka Teri Murat Pe,
Mujhko To Kisi Ki Khabar Nahi ॥

Jo Hoga Dekha Jayega,
Ab Hum To Rahenge Charanon Mein,
Jo Hoga Dekha Jayega,
Ab Hum To Rahenge Charanon Mein ॥

Ab Bhala,
Ab Bhala Bura Maa Kya Soche,
Humko To Chinta Phikar Nahi,
Mera Dil Atka Teri Murat Pe,
Mujhko To Kisi Ki Khabar Nahi ॥

Jab Inta Kuch Ho Jata Hai,
Dil Mera Machalne Lagta Hai,
Jab Inta Kuch Ho Jata Hai,
Dil Mera Machalne Lagta Hai ॥

Milne Ko,
Milne Ko Tadpade Maiya Ko,
Rahti Fir Maa Ko Sawar Nahi,
Mera Dil Atka Teri Murat Pe,
Mujhko To Kisi Ki Khabar Nahi ॥
मेरा दिल अटका तेरी मूरत पे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मिलने को, मिलने को तड़पड़े मैय्या से, रहती फिर माँ को सबर नही, मेरा दिल अटका तेरी मूरत पे, मुझको तो किसी की खबर नही ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radhe Pooch Rahi Tulsa Se

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se, Tulsa Kahan Tera Sasural । Kahan Tera Sasural Tulsa, Kaun Tere Bhartaar ।

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..