Mujhe Daas Bana Ke Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein (मुझे दास बनाकर रख लेना भोलेनाथ तुम अपने चरणों में: शिव भजन)


Mujhe Daas Bana Ke Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein,
Mujhe Daas Bana Ke Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein,
Bholenath Tum Apne Charno Mein Bholenath Tum Apne Charno Mein,
Mujhe Daas Bana Ke Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein ॥
Main Bhala Bura Hun Tera Hun Main Bura Hun Tera Hun,
Tere Dwar Pe Dala Dera Hun Tere Dwar Pe Dala Dera Hun,
Mujhe Chakra Jaan Ke Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein,
Mujhe Daas Bana Ke Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jab Adham Se Adham Ko Tara Hai,
Jab Adham Se Adham Ko Tara Hai,
Usme Hi Naam Hamara Hai Usme Hi Naam Hamara Hai,
Mujhe Bhar Samajh Kar Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein,
Mujhe Daas Bana Ke Rakh Lena Bholenath Tum Apne Charno Mein ॥
मुझे दास बनाकर रख लेना भोलेनाथ तुम अपने चरणों में: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे दास बनाकर रख लेना भोलेनाथ तुम अपने चरणों में, मुझे दास बनाकर रख लेना भोलेनाथ तुम अपने चरणों में, भोलेनाथ तुम अपने चरणों में भोलेनाथ तुम अपने चरणों में, मुझें दास बनाकर रख लेना भोलेनाथ तुम अपने चरणों में ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..

Meri Laaj Rakhna Bhole Meri Laaj Rakhna

Meri Laaj Rakhna, Tere Dware Aaya Mein Baba, Teri Sharan Mein aaya Mein Baba, Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna ॥