Om Anek Bar Bol Prem Ke Prayogi (ओम अनेक बार बोल: भजन)


Om Anek Bar Bol, Prem Ke Prayogi ।
Hai Yahi Anadi Naad, Nirvikalp Nirvivad ।
Bhoolte Na Poojypad, Veetraag Yogi ।
॥ Om Anek Bar Bol.. ॥
Ved Ko Praman Maan, Arth-yojna Bakhan ।
Ga Rahe Guni Sujaan, Sadhu Swargbhogi ।
॥ Om Anek Bar Bol.. ॥

Dhyan Mein Dharen Virakt, Bhav Se Bhajen Subhakt,
Tyagte Aghi Ashakt, Poch Paap-rogi ।
॥ Om Anek Bar Bol.. ॥

Shankradi Nity Naam, Jo Jape Visar Kaam,
To Bane Vivek Dham, Mukti Kyon Na Hogi ।
॥ Om Anek Bar Bol.. ॥
ओम अनेक बार बोल: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ओम अनेक बार बोल, प्रेम के प्रयोगी। है यही अनादि नाद, निर्विकल्प निर्विवाद।...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Yashomati Nandan Brijwar Nagar

Yashomati Nandan Brijbar Nagar, Gokul Ranjan Kanha, Gopi Paran Dhan Madan Manohar...

Tum Bin Mori Kaun Khabar Le Govardhan Girdhari

Tum Bin Mori Kaun Khabar Le, Govardhan Girdhari । Bhari Saba Mein Droupadi Khadi, Raakho Laaj Hamari ।

Hum Sharan Teri Aaye Hai Jhukane Ko Ye Sar

Hum Sharan Teri Aaye Hai, Jhukane Ko Ye Sar, Kar Do Uddhar Prabhu Mera, Daal Ke Ik Najar, Hum Sharan Teri Aaye Hai, Jhukane Ko Ye Sar ॥

Mero Choto So Laddu Gopal Sakhi Ri Bado Pyaro Hai

Mero Choto so Laddu Gopal, Sakhi Ri Bado Pyaro Hai । Ankhiyan Matkaye Jab Subah Jage

Govind Jai Jai, Gopal Jai Jai

Govind Jai-jai, Gopal Jai-jai । Radha-raman Hari, Govind Jai-jai ॥