Ram Ka Naam Lo (राम का नाम लो - भजन)


Ram Ka Naam Lo,
Ya Shyam Ki Pooja Karlo,
Koi Antar Nahi Dono Me,
Bharosa Karlo ॥
Jeevan Me Jap Lo Bas Do Hi Naam,
Ram Kaho Kahlo Shyam,
Sumiran Jo Din Rain Inka Kare,
Sankat Rahega Unse Pare,
Ram Ka Naam Lo Ya Shyam Ki ॥

Raghav Ne Ravan Ka Toda Hai Maan,
Madhav Ne Chhine Hai Kans Ke Pran,
Ek to Brij Me Makhan Churaye,
Dooje Ne Bair Shabri Ke Khaye,
Ram Ka Naam Lo Ya Shyam Ki ॥

Ram Ka Naam Lo,
Ya Shyam Ki Pooja Karlo,
Koi Antar Nahi Dono Me,
Bharosa Karlo ॥
राम का नाम लो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम का नाम लो, या श्याम की पूजा करलो, कोई अंतर नही दोनो मे, भरोसा करलो ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanBhagwan Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Mujhe Har Koi Tera Laal Kahe

Tere Dar Pe Aana Jana Mera Har Pal Laga Rahe, Han Tere Dar Pe Aana Jana Mera Har Pal Laga Rahe, Sheronwali Maa Mujhe Har Koi Tera Lal Kahe...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...