Sabse Pahle Manau Ganraj Gajanand Aa Jaiyo (सबसे पहले मनाऊ गणराज, गजानंद आ जइयो: भजन)


Sabse Pahle Manau Ganraj,
Gajanand Aa Jaiyo,
Mahri Binti Suno Maharaj,
Gajanand Aa Jaiyo ॥
Aaj Ye Kaisi Shubh ghadi Aae,
Angana Mein More Bajat Badhae,
Meri Rakh Lo Sabha Mein Laaj,
Gajanand Aa Jaiyo,
Mahri Binti Suno Maharaj,
Gajanand Aa Jaiyo ॥

Bada Prem Se Thane Manaun,
Modak Ko Thane Bhog Lagaun,
Riddhi Siddhi Ne Laajo Saath,
Gajanand Aa Jaiyo,
Mahri Binti Suno Maharaj,
Gajanand Aa Jaiyo ॥

Bal Buddhi Ke Tum Ho Daata,
Jo Koi Tumhari Sharan Mein Aata,
Main Bhi Aaya Sharan Mein Aaj,
Gajanand Aa Jaiyo,
Mahri Binti Suno Maharaj,
Gajanand Aa Jaiyo ॥

Sabse Pahle Manau Ganraj,
Gajanand Aa Jaiyo,
Mahri Binti Suno Maharaj,
Gajanand Aa Jaiyo ॥
सबसे पहले मनाऊ गणराज, गजानंद आ जइयो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बड़ा प्रेम से थाने मनाऊं, मोदक को थाने भोग लगाऊं, रिद्धि सिद्धि ने लाजो साथ, गजानंद आ जइयो, सबसे पहले मनाऊ गणराज, गजानंद आ जइयो ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...