Swarn Swar Bharat (स्वर्ण स्वर भारत - भजन)


Hai Naya Oj Hai Naya Tej,
Aarambh Hua Nav Chintan
Virat Bharat Vishal Bharat,
Kar Raha Navayug Ka Abhinandan
Har-Har Me Ghar-Ghar Me Swarn Svar Bharat
Har-Har Me Ghar-Ghar Me Swarn Svar Bharat

Satayug Treta Dvaapar Ke Baad,
Prarambh Hua Parivartan
Satayug Treta Dvaapar Ke Baad,
Prarambh Hua Parivartan
Divy Alaukik Akhand Bharat,
Kar Raha Navayug Ka Abhinandan
Divy Alaukik Akhand Bharat,
Kar Raha Navayug Ka Abhinandan

Kan-Kan Me Mann-Mann Me Swarn Svar Bharat
Kan-Kan Me Mann-Mann Me Swarn Svar Bharat

Antaranad Baja
Jal Thal Nabh Goonj Utha
Devalok Me Utsav Se
Bramhand Jhoom Utha

Kosh-Kosh Trin-Trin Har Jeevan
Ho Raha Naadabrahm Se Pawan

Kosh-Kosh Trin-Trin Har Jeevan
Ho Raha Naadabrahm Se Pawan

Hrday-Hrday Uday-Uday Swarn Svar Bharat
Hrday-Hrday Uday-Uday Swarn Svar Bharat
Hrday-Hrday Uday-Uday Swarn Svar Bharat
Hrday-Hrday Uday-Uday Swarn Svar Bharat

Chintan Me Manthan Me Swarn Svar Bharat
Chintan Me Manthan Me Swarn Svar Bharat
Chintan Me Manthan Me Swarn Svar Bharat
Chintan Me Manthan Me Swarn Svar Bharat
[BhaktiBharat Geet]

Haryug Me Navayug Me Swarn Svar Bharat
Haryug Me Navayug Me Swarn Svar Bharat
Haryug Me Navayug Me Swarn Svar Bharat
Haryug Me Navayug Me Swarn Svar Bharat
स्वर्ण स्वर भारत - भजन - हिन्दी में पढ़ें
है नया ओज है नया तेज, आरंभ हुआ नव चिंतन, विराट भारत विशाल भारत, कर रहा नवयुग का अभिनंदन..
Bhajan Arya Samaj BhajanInspirational BhajanPatriotism BhajanDeshbhakti BhajanSchool BhajanCollage BhajanIndependence Day BhajanRepublic Day BhajanAWGP BhajanGayatri Pariwar BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Are Re Meri Jaan Hai Radha

Are Re Meri Jaan Hain Radha, Tere Pe Qurban Main Radha, Rah Na Sakunga Tumse Door Main,

Durge Maharani Namo Namo

Durge Maha Rani Namo Namo । Ambe, Maha Rani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo ॥ Meri, Maat Bhavani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo...

Jai Ambe Bol

Lyrics of the bhajan Ambe Bol from the film Yeh Prem Mol Liya.. taron ki chunri aur chandrama ka tika..
mata ka roop lage suraj sarikha..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..