Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jay Ho Baba Vishwanath (जय हो बाबा विश्वनाथ: भजन)


Jay Ho Baba Vishwanath
Jay Ho Baba Biswanath,
Jay Ho Bhola Shankar,
Sadashiv Ashutosh,
Sadashiv Ashutosh,
Dina Tu Digambar,
Jay Ho Baba Biswanath,
Jay Ho Bholashankar ॥
Jisane Bhi Tujhko,
Tan Maan Se Puja,
Sare Jagat Main,
Naam Uska Gunja,
Banake Raja Raj Kare,
Banake Raja Raj Kare,
Bhatake Ka Dar Dar,
Jay Ho Baba Biswanath,
Jay Ho Bholashankar ॥

Tere Darshan Se Paap,
Kat Jaate Sare,
Mil Jati Khushiyan,
Ho Jate Vare Nyare,
Apane Bhakton Ko Dete,
apane Bhakton Tum,
Dete Munh Manga Var,
Jay Ho Baba Biswanath,
Jay Ho Bholashankar ॥

Kaal Ka Bhi Bhay Nahin,
Bhole Use Satata,
Aapaki Sharan Mein,
Jo Baba Chala Aata,
‘Lakhkha’ Aur ‘Ritesh’ Bhi,
‘Lakhkha’ Aur ‘Ritesh’ Bhi,
Jape Bam Bam Har Har,
Jay Ho Baba Biswanath,
Jay Ho Bholashankar ॥

Jay Ho Baba Biswanath,
Jay Ho Bhola Shankar,
Sadashiv Ashutosh,
Sadashiv Ashutosh,
Dina Tu Digambar,
Jay Ho Baba Biswanath,
Jay Ho Bholashankar ॥

जय हो बाबा विश्वनाथ: भजन हिन्दी में पढ़ें

जय हो बाबा विश्वनाथ, जय हो भोले शंकर, सदाशिव आशुतोष, सदाशिव आशुतोष, दानी तू दिगम्बर, जय हों बाबा विश्वनाथ, जय हो भोले शंकर ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Jay Ho Baba Vishwanath Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Natkhat Natvar Nagar Krishna

Natkhat Natvar Nagar Krishna, Maanmohan Muralidhar Krishna ॥

Gobind Chale Charavan Gaiya

Gobind Chale Charavan Gaiya । Dino Hai Rishi Aaju Bhalau Din, Kahyau Hai Jasoda Maiya ॥

Vrindavani Venu

Teri Surat Pe Jaun Balihar Rasiya, Main to Nachungi Tere Darbar Rasiya ॥

Jaoon Tore Charan Kamal Par Vari

Jaaoon Tore Charaṇ Kamal Par Vaaree, He Gopaal Govind Muraaree, Sharaṇaagat Hoon Dwaar Tihaare..

Milta Hai Sachha Sukh Keval Bhagwan Tere Charno Me

Milta Hai Sachha Sukh Keval Bhagwan Tumhare Charno Mein । Yah Vinti Hai Pal Pal Chhin Ko

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP