Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kshama Karo Tum Mere Prabhuji (क्षमा करो तुम मेरे प्रभुजी - भजन)


Kshama Karo Tum Mere Prabhuji
Kshama Karo Tum Mere Prabhuji,
Ab Tak Ke Sare Aparadh
Dho Dalo Tan Ki Chadar Ko,
Lage Hai Usame Jo Bhi Daag
॥ Kshama Karo Tum Mere...॥

Tum to Prabhuji Manasarovar,
Amrit Jal Se Bhare Hue

Paras Tum Ho, Ek Loha Mai,
Kanchan Hove Jo Hi Chhuve

Taj Ke Jag Ki Sari Maaya,
Tumase Kar Loo Mai Anurag

Dho Dalo Tan Ki Chadar Ko,
Lage Hai Usame Jo Bhi Daag
॥ Kshama Karo Tum Mere...॥

Kaam Krodh Mein Phansa Raha Mann,
Sachchi Daagar Nahin Jaani

Lobh Moh Mad Mein Rahakar Prabhu,
Kar Daali Manamani

Manamani Mein Disha Galat Len,
Panhucha Vahan Jahan Hai Aag

Dho Dalo Tan Ki Chadar Ko,
Lage Hai Usame Jo Bhi Daag
॥ Kshama Karo Tum Mere...॥

Is Sundar Tan Ki Rachana Kar,
Tumane Jo Upakar Kiya

Hamane Us Sundar Tan Par Prabhu,
Aparadho Ka Bhar Diya

Narayan Ab Sharan Tumhare,
Tumase Preet Hoye Nij Raag
॥ Kshama Karo Tum Mere...॥

क्षमा करो तुम मेरे प्रभुजी - भजन हिन्दी में पढ़ें

क्षमा करो तुम मेरे प्रभुजी, अब तक के सारे अपराध। धो डालो तन की चादर को...
Read Also

Bhajan Arya Samaj BhajanVedik BhajanPrabhu BhajanAll Time BhajanSatsang Bhajan

Other Popular Kshama Karo Tum Mere Prabhuji Video

Kshama Karo Tum Mere Prabhuji By Swami Ramdev

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Gajbadan

Tum Ho Sankat Haran Nath Asaran Saran l Saara Tribhuvan Tumhe Kar Raha Hai Naman l Shiv Dulare Ho......Gauri Ke Pyare Suvan.. Gajabadan ~Gajabadan ~Gajabadan

Gauri Ke Lala Ho Mere Ghar Aa Jana

Gauri Ke Lala Ho, Mere Ghar Aa Jana, Ghar Aangan Ki O Deva, Sobha Badha Jana, Gauri Ke Lala Ho,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Hum Nain Bichaye Hai Hai Ganpati Aa Jao

Mathe Par Sindoor Hai Pyara, Peetambar Hai Tan Par Dhara, Sab Aas Lagaye Hai, Hey Ganapati Aa Jao,
Hum Nain Bichaye Hain, Hey Ganapati Aa Jao ॥

Darshan Ko Tere Aaya

Darshan Ko Tere Aaya, Sab Dev Teri Maya, Pooja Karenge Teri, Sewa Karenge Teri ॥

Gajanand Vandan Karte Hain

Gajanand Vandan Karte Hain, Gajanand Vandan Karte Hain, Vandan Karte Hai, Aaj, Abhinandan Karte Hai, Vandan Karte Hai, Aaj, Abhinandan Karte Hai, Gajanand Vandan Karte Hain, Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Baje Dhol Shehnai Band Baja

Baje Dhol Shahanai Baind Baja, Aaya Aaya Hai Dilli Ka Raja

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP