पितृ पक्ष - Pitru Paksha
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya (ले चल अपनी नागरिया, अवध बिहारी साँवरियाँ: भजन)


Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya
Le Chal Apni Nagariya,
Awadh Bihari Sanwariyan ।
Awadh Bihari Sanwariya,
Len Chal Apni Nagariya ।
Le Chal Apni Nagariya,
Awadh Bihari Sanwariyan ॥
Sarayu Ke Teer Ayodhya Nagari,
Sarayu Ke Teer Ayodhya Nagari,
Sant Bhare Jahan Gagariya,
Sant Bhare Jahan Gagariya ,
Awadh Bihari Sanwariya,
Len Chal Apni Nagariya,
Le Chal Apni Nagariya,
Awadh Bihari Sanwariyan ॥

Kanak Bhavan Siya Raghuvar Raje,
Kanak Bhavan Siya Raghuvar Raje,
Dekh Bhi Main Bawariya,
Dekh Bhi Main Bawariya,
Awadh Bihari Sanwariya,
Len Chal Apni Nagariya,
Le Chal Apni Nagariya,
Awadh Bihari Sanwariyan ॥

Le Chal Apni Nagariya,
Awadh Bihari Sanwariyan,
Awadh Bihari Sanwariya,
Len Chal Apni Nagariya,
Le Chal Apni Nagariya,
Awadh Bihari Sanwariyan ॥

ले चल अपनी नागरिया, अवध बिहारी साँवरियाँ: भजन हिन्दी में पढ़ें

ले चल अपनी नागरिया, अवध बिहारी साँवरियाँ । लें चल अपनी नागरिया ।..
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPujya Rajan Bhajan

Other Popular Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya Video

Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya By Rajan Ji

Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya By Maithili Thakur, Rishav thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Kitna Roi Parvati Shivnath Ke Liye

Kitna Roi Parvati, Shivnath Ke Liye, Main To Pran Bhi Taj Dungi, Bholenath Ke Liye, Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Shiv Parvati Ne Tumhe Vardan De Diya

Kalayug Mein Bhav Se Paar, Chaaho Bhakto Jo Jaana, Gauri Gajananan Ko Sada, Man Se Hi Dhyaana, Bhakto Ke Man Mein Tumne, Apna Sthaan Kar Diya, Shri Ganesh Ye Kalyug, Tumhare Naam Kar Diya ॥

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥

Main Bhola Parvat Ka

Main Bhola Parvat Ka, Rai Tu Rani Mahala Ki, Teri Meri Paar Padai Na, Beshak Likhi Pahala Ki..

Har Har Shambhu

Har Har Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva, Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva..

Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai

Parvati Tera Bhola, Jagat Mein Sabse Nirala Hai । Jo Mai Hoti Ganga Jaisi

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Bhakti Bharat APP