Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mahakal Gangadhar Mere (महाकाल गंगाधर मेरे - भजन)


Mahakal Gangadhar Mere
Ab Koi Na Sahara Bin Tere,
Mahakal Gangadhar Mere ॥
Tune Lakho Papi Tare Hai,
Nahi Gun Aur Dosh Bichare hai,
Main Bhi Aana Pada dar Tere,
Main Bhi Aana Pada dar Tere,
Mahakal Gangadhar Mere,
Ab Koi Na Sahara Bin Tere,
Mahakal Gangadhar Mere ॥

Vishayo Ke Jaal Mein Phasakar Ke,
Jhuthi Ulphat Mein Dhansakar Ke,
Dukh Paye Naath Ghanere,
Dukh Paye Naath Ghanere,
Mahakal Gangadhar Mere,
Ab Koi Na Sahara Bin Tere,
Mahakal Gangadhar Mere ॥

Tu Din Bandhu Hitkari Hai,
Hum Dukhia Saran Tihari Hai,
Hum Din Hin Hai Tere,
Hum Din Hin Hai Tere,
Mahakal Gangadhar Mere,
Ab Koi Na Sahara Bin Tere,
Mahakal Gangadhar Mere ॥

Bhakta Teri Saran Mein Aaya Hai,
Aake Charnon Mein Shish Jhukaya Hai,
Kato Janam Maran Ke Phere,
Kato Janam Maran Ke Phere,
Mahakal Gangadhar Mere,
Ab Koi Na Sahara Bin Tere,
Mahakal Gangadhar Mere ॥

Ab Koi Na Sahara Bin Tere,
Mahakal Gangadhar Mere ॥

महाकाल गंगाधर मेरे - भजन हिन्दी में पढ़ें

तूने लाखों पापी तारे है, नहीं गुण और दोष विचारे है, मैं भी आन पड़ा दर तेरे, मैं भी आन पड़ा दर तेरे, महाकाल गंगाधर मेरे, अब कोईं न सहारा बिन तेरे, महाकाल गंगाधर मेरे ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Agar Nath Dekhoge Avgun Humare

Agar Nath Dekhoge Avgun Hamare, To Ham Kaise Bhav Se Lagenge Kinare ॥

Kripalu Bade Hai Shri Shyam Sundar

Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De, Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai, Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte, Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Radha Se Karde Sagai

Kahate Hai Krishn Kanhai, Radha Se Kar De Sagai, Meri Radha Se Kar De Sagai ॥

Jyoti Kalash Chhalake

Jyoti Kalash Chhalke, Hue Gulabi, Lal Sunhare, Rang Dal Badal Ke, Jyoti Kalash Chhalke..

Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee

Jai Sita Ram Ki, Jai Radhe Shyam Ki। Ram Nam Laddu...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Subah Japo Sham Japo Ram Ram Ram

Subah Japo, Sham Japo, Ram Ram Ram, Bhav Se Kare Paar Bus...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP