Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Bhole Ki Sawari Aaj ayi (मेरे भोले की सवारी आज आयी - भजन)


Mere Bhole Ki Sawari Aaj ayi
Mere Bhole Ki Sawari Aaj Aayi,
Mere Shankar Ki Sawari Aaj Aayi,
Jogan Ban Nachungi Main Bhi,
Jogan Ban Nachungi ॥
Gale Mein Usake Sarpo Ki Mala,
Shambhu Pite Vish Ka Pyala,
Sundar Roop Hai Usaka Niraala,
Baba Mera Bhola Bhala,
Tera Naam Jape Duniya Sari,
Jogan Ban Nachungi Main Bhi,
Jogan Ban Nachungi ॥

Jata Gang Bhang Pi Ke Aaye,
Gaura Maiya Ke Maan Harsaye,
Ak Dharupar Jo Bhog Lagaye,
Usaki Naiya Paar Lagaye,
Bhola Kahalata Hai Vishdhari,
Jogan Ban Nachungi Main Bhi,
Jogan Ban Nachungi ॥

Ang Pe Apane Bhasm Ramaye,
Dam Dam Dam Dam Damaru Bajaye,
Aughadadani Roop Dhara HJai,
‘Brajavasi’ Teri Mahima Gaye,
Shiv Naam Ke Hai Sare Pujari,
Jogan Ban Nachungi Main Bhi,
Jogan Ban Nachungi ॥

Mere Bhole Ki Sawari Aaj Aayi,
Mere Shankar Ki Sawari Aaj Aayi,
Jogan Ban Nachungi Main Bhi,
Jogan Ban Nachungi ॥

मेरे भोले की सवारी आज आयी - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरे भोले की सवारी आज आयी, मेरे शंकर की सवारी आज आयी, जोगन बन नाचूंगी मैं भी, जोगन बन नाचूंगी ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Ma Badi Dayani Hai Meri Jagdamba

Navratra Ke Din Karo Tum Pukar । Maiya Ka Jap Karlo Baar-Baar ॥ Maan Badi Dayani Hai, Meri Jagdamba । Deenon Ki Kalyani Hai, Meri Jagdamba ॥

Meri Sherawali Maa Badalti Takdire

Kabhi Jaldi Jaldi, Kabhi Dhire Dhire, Meri Sherawali Maa, Badalti Takdire ॥

Mere Sar Pe Chunariya Lehrayegi Maiya Aayegi

Mere Sar Pe Chunariya Lehrayegi, Maiya Aayegi, O Maiya Aayegi Meri, Maiya Aayegi, Khusiyon Se Holi Aaj Meri, Bharjayegi Maiya Aayegi ॥

Maiya Ji Se Hoga Milan Dheere Dheere

Lag Jaegi Lagan Dheere Dheere, Maiya Ji Se Hoga Milan Dheere Dheere, Majhaya Ji Se Hoga Milan Dheere Dheere ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP