Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhajan: Thari Jai Ho Pavan Kumar Balihari Jaun Balaji (थारी जय जो पवन कुमार - भजन)


Bhajan: Thari Jai Ho Pavan Kumar Balihari Jaun Balaji
Lal Langoto Hath Me Soto,
Thari Jay Jo Pavan Kumar,
Main Vari Jaoon Balaji,
Balihari Jaoon Balaji ॥
Salasar Tharo Devaro Hai Baba,
Mehandipur Bhi Tharo Devaro Baba,
Thare Nobat Baje Dvar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥

Chaitr Sudi Poonam Ko Melo,
Chaitr Sudi Poonam Ko Melo,
Thare Aye Bhagat Apar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥

Tel Sindoor Chadhe Tan Upar,
Tel Sindoor Chadhe Tan Upar,
Koi Mangal Aur Shanivar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥

Gath Jode Ki Jat Jadoola,
Gath Jode Ki Jat Jadoola,
Deve Lakho Hi Nar Nar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥

Dhwaja Nariyal Chadhe Choormo,
Dhwaja Nariyal Chadhe Choormo,
Sar Pe Chhatar Hajar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥

Ghrt Sindoor Chadhave Thane,
Ghrt Sindoor Chadhave Thane,
Mangal Aur Shanivar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥

Bhakto Ka the Sankat Kato,
Bhakto Ka the Sankat Kato,
Thari Mahima Aparampar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥

Lal Langoto Hath Me Soto,
Thari Jay Jo Pavan Kumar,
Main Vari Jaoon Balaji,
Balihari Jaoon Balaji ॥

थारी जय जो पवन कुमार - भजन हिन्दी में पढ़ें

लाल लंगोटो हाथ मे सोटो, थारी जय जो पवन कुमार, मैं वारि जाऊँ बालाजी...
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanLakha Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Maa Tu Hi Tu

Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu, Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu ॥

Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare

Meri Maiya Tumhe Arpan, Bhala Hum Kya Karen, Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala, Dam Kya Bharen, Meri Maiya Tumhen Arpan, Bhala Hum Kya Karen ॥

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri, Liye Sankat Hajaro Ke Haar, Aaj Chinta Maa Har Lena Meri, Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥

Maa! Mujhe Teri Jarurat Hai

Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai । Kab Dalogi, Mere Ghar Phera | Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,

Jai Mata Di Bol Bhagta Chitthi Maa Ki Aayegi

Jai Mata Di Bol Bhagta, Chitthi Maa Ki Aayegi, Jaag Jagtare Mein, Maa Tere Bhagy Jagaegi, Dil Se Jo Pukarega, Der Na Lagayega, Jaag Jagtare Mein, Maa Tere Bhagy Jagaegi, Jai Mata Di Bol Bhagta ॥

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP