Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai Janme Hai Dekho Raghurai (आज अवध में खुशिया छाई - भजन)


Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,
Janme Hain Dekho Raghurai ,
Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,
Janme Hain Dekho Raghurai ,

Ram, Lakhan, Bharat, Shatrudhan ,
Janme Hain Dekho Chaar Bhai,
Kaushalya, Sumitra, Keki,
Dashrath Ji Ko Bahut Badhai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,
Janme Hain Dekho Raghurai ,

Brahma Ji Aae, Bhole Ji Aae,
Sang Mein Mata Gaura Aai,
Baj Rahe Hain Dhol Aur Tashe,
Baj Rahi Mangal Shahanai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,
Janme Hain Dekho Raghurai ,

Khil Uthi Hain Saari Kaliya,
Pedo Par Hariyali Chhai,
Saj Gaya Sarayu Ka Kinara,
Mata Sarayu Bhi Harshai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,
Janme Hain Dekho Raghurai ,

Suraj Bhi Bhul Gaye Hain Dhalna,
Dekh Ke Mere Ram Ka Palna,
Palne Mein Soe Raghurai,
Kaushalya Ji Ne Lori Gai,

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai,
Janme Hain Dekho Raghurai
आज अवध में खुशिया छाई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आज अवध में खुशिया छाई, जन्मे हैं देखो रघुराई , राम, लखन, भरत, शत्रुधन, जन्मे हैं देखो चार भाई..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanShri Vishnu BhajanShri Hari BhajanShri Krishna BhajanHare Krishna BhajanIskcon BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanMridul Shastri Bhajan

Other Popular Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai Janme Hai Dekho Raghurai Video

By Varsha Shrivastava

Ram Nam Ke Hire Moti With Lyrics |Anup Jalota | Popular Hindi Ram Bhajan

Ram Naam Ke Heere Moti Mridul Krish By Mradul Shashtri

Ram Nam Ke Heere Moti Main Bikhraun Gali Gali By Prakash Gandhi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Naam Vo Ratte Jaye Ram Ki Mala Japte Jaye

Ram Ram Wo Ratate Jaye, Ram Ki Mala Japate Jaye, Charanon Main Shis Navate Chale, Ram Ke Kaaj Wo Banate Chale, Ram Ram Wo Ratate Jaye, Ram Ki Mala Japate Jaye ॥

Vo Lal Langote Wala Mata Anjani Ka Lala

Vo Laal Langote Wala, Mata Anjani Ka Lala, Bhakton Ke Kastha Mitaye, Bipada Ko Dur Bhagaye,
Ase To Salasar Vala Hai, Bhakto Ka Rakhwala Hai ॥

Rama Rama Japne Wale

Rama Rama Japne Wale Hai Maruti Rah Dikjao Na, O Pawan Putra Balwari Hame Apna Darsh Dikhao Na, Rama Rama Japne Wale Hai Maruti Rah Dikjao Na ॥

Vinti Sun Lena Meri Kab Aaoge Hanuman

Vinati Sun Lena Meri, Juon Batadali Teri, Kab Aaoge Hanuman, Dharun Main Tumhara Dhyaan ॥

Jhoom Utha Dil Dekho Nazara Us Salasar Dham Ka

Jhuma Utha Dil Main najara, Us Salasar Dham Ka, Jhanda Shree Ram Ka, Danka Hanuman ka,
Jhanda Shree Ram Ka, Danka Hanuman ka ॥