Aaya Main Tere Darbar Maa
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera Sahara ॥
O Tera, Sahara Maiya, Tera Sahara ॥
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera Sahara ॥
Sone, Ki Thali Men, Pooja Ki Gadavi ॥
O Pooja Ki, Gadvi, O Pooja Ki, Gadavi ।
Sone, Ki Thali Men, Pooja Ki Gadavi ।
O Snan, Karane, Aaye Maa, Mujhe Tera Sahara ।
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera...
Puja, Ki Thali Men, Kesar Rauli ॥
O Caser, Rauli, O Caser, Rauli ।
Puja, Ki Thali Men, Kesar Rauli ।
O Tilak, Lagaane, Aaye Maa, Mujhe Tera Sahara ।
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera...
Puja, Ki Thali Men, Folon Ki Mala ॥
O Folon, Ki Mala, O Folon Ki Mala ।
Puja, Ki Thali Men, Folon Ki Mala ।
O Har, Pahnane, Aaye Maa, Mujhe Tera Sahara ।
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera...
Puja, Ki Thali Men, Halwa Puri ॥
O Halva, Puri, O Halva, Puri ।
Puja, Ki Thali Men, Halwa Puri ।
O Bhog, Lagaane, Aaye Maa, Mujhe Tera Sahara ।
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera...
Puja, Ki Thali Men, Diya Aur Baati ॥
O Diya, Aur Baati, O Diya, Aur Baati ।
Puja, Ki Thali Men, Diya Aur Baati ।
O Arti, Karane, Aaye Maa, Mujhe Tera Sahara ।
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera...
Hathon, Mein Mere Maa, Dholak Manjira ॥
O Dholak, Manjira, O Dholak, Manjira ।
Hathon, Mein Mere Maa, Dholak Manjira ।
O Bhajan, Sunane, Aaye Maa, Mujhe Tera Sahara ।
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera...
Jug Jug, Jeeway Tera, Mandir Da Raja ॥
O Mandir, Da Raja, O Mandir, Da Raja ।
Jug Jug, Jeeway Tera, Mandir Da Raja ।
O Bhavan Tera, Jisne, Sajaya Maa, Mujhe Tera Sahara ।
Aaya Main Tere, Darbar Maa, Mujhe Tera...