Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan (तुने मुझे बुलाया शेरा वालिये - भजन)


Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan
Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratre, Navratri, Mata Ki Chauki, Devi Jagaran, Jagrata, Shukravar Durga Tatha Ashtami Ke Shubh Avsar Par Gaye Jane Vala Prasiddh Va Lokapriy Bhajan ।
Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar ।

Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye,
Main Aya Main Aya Shera Waliye ।
Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye,
Main Aya Main Aya Shera Waliye ।
Jyota Waliye, Pahada Waliye,
Mehra Waliye ॥

Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye,
Main Aaya Main Aaya Shera Waliye ।
Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye,
Main Aaya Main Aaya Shera Waliye ।

Sara Jag Hai Ik Banjara,
Sara Jag Hai Ik Banjara,
Sab Ki Manjil Tera Dwara ।
Unche Parbat Lamba Rasta,
Unche Parbat Lamba Rasta,
Par Main Rah Na Paya,
Shera Waliye ॥
Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye ॥

Sune Man Mein Jal Gayi Bati,
Tere Path Mein Mil Gae Sathi ।
Munh Kholun Kya Tujh Se Mangu,
Munh Kholun Kya Tujh Se Mangu,
Bin Mange Sab Paya, Shera Waliye ॥
Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye ॥

Kaun Hai Raja, Kaun Bhikhari,
Ek Barabar Tere Sare Pujari ।
Tune Sab Ko Darshan Deke,
Tune Sab Ko Darshan Deke,
Apane Gale Lagaya, Shera Waliye ॥

Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye,
Main Aya Main Aya Shera Waliye ।
Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye,
Main Aya Main Aya Shera Waliye ।

Prem Se Bolo, Jay Mata Di ॥
Sare Bolo, Jay Mata Di ॥
Ate Bolo, Jay Mata Di ॥
Jate Bolo, Jay Mata Di ॥
Kasht Nivare, Jay Mata Di ॥
Paar Nikale, Jay Mata Di ॥
Devi Maa Bholi, Jay Mata Di ॥
Bhar De Jholi, Jay Mata Di ॥
Vade Ke Darshan, Jay Mata Di ॥
Jay Mata Di, Jay Mata Di ॥
Bhakti Bharat Lyrics

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

तुने मुझे बुलाया शेरा वालिये - भजन हिन्दी में पढ़ें

साँची ज्योतो वाली माता, तेरी जय जय कार। तुने मुझे बुलाया शेरा वालिये, मैं आया मैं आया शेरा वालिये।
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Palki Sone Ki Ram Prabhu Ki Aayi

Palki Sone Ki, Mere Ram Prabhu Ki Aai, Viraje Raghav Ji, Sang Seeta Charon Bhai ॥

Chali Chali Re Palki Shree Ram Ki

Chali Chali Re, Chali Chali Re, Chali Chali Re, Palaki Shree Ram Ki, Jay Bolo Bhakto Veer Hanuman Ki ॥

Balasa Kripa Banai Mhapar Rakhiyo

Balasa Kirapa Banai, Mha Par Rakhiyo, O Mhane Thaaro Hi Hai, Aadhar Balasa,
Kirapa Banai, Mha Par Rakhiyo ॥

Mahabhakt Hanuman

Mahaveer Hai Mahabali Hai Mahabhakt Hanuman Mere, Nit Ram Bhajan Mein Ram Lagan Mein Sewarat Hanuman Mere, Mahagyani Hai Mahadani Hai Mahasanta Hanuman Mere, Mangal ko Janme Mangal Jag Mein Sada Karat Hanuman Mere ॥

Mahaveer Hai Naam Tumhara

Mahaveer Hai Naam Tumhara, Dilmein Basa Hai Ram Ka Nara, Sabke Chahte Deh Pe Lapete Rahate Bhagwa Rang, Bajarangbali Bajarangbali Bajarangbali Bajarang ॥

Wo Hai Mahabali Bajarangbali

Na Koi Bhi Tod Hai Na Inki Shakti Ka Mol Hai, Anjani Ke Raj Dulare Shree Ram Ke Bade Anmol Hai, Naam Se Jinki Mere har Vipada Har Baar Tali, Wo Hai Mahabali Wo Hai Mahabali Bajarangbali Wo Hai Mahabali ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP