Achyutam Keshavam Krishna Damodaram (अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं - भजन)


Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janki Vallabham ।
Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi,
Tum Meera Ke Jaise Bulate Nahi ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janki Vallabham ।

Kaun Kehte Hai Bhawan Khate Nahi,
Ber Shabri Ke Jaise Khilate Nahi ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janki Vallabham ।

Kaun Kehte Hai Bhagwan Sote Nahi,
Maa Yashoda Ke Jaise Sulate Nahi ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janki Vallabham ।

Kaun Kehte Hai Bhagwan Nachte Nahi,
Gopiyo Ke Jaise Tum Nachate Nahi ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janki Vallabham ।

Naam Japte Chalo Kaam Karte Chalo,
Har Samay Krishna Ka Naam Dharte Chalo ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janki Vallabham ।

Yaad Aayegi Unko Kabhi Na Kabhi,
Krishna Darshan to Denge Kabhi Na Kabhi ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janki Vallabham ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं, राम नारायणं जानकी बल्लभम । कौन कहता हे भगवान आते नहीं..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon Bhajan

Other Popular Achyutam Keshavam Krishna Damodaram Video

By Alka Yagnik

Bhajan Achyutam Keshavam Krishna DamodaramBy Art of Living

By Ankit Batra

By Ayachi Thakur, Maithili Thakur and Rishav Thakur

By Sarojini Ghosh

By Varsha Shrivastava from Hare Krsna TV

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Bhaja So Jeeta Jag Me

Ram Bhaja So Jeeta Jag Mein, Ram Bhaja So Jeeta Re । Hrday Shuddh Nahi Kinhon Moorakh

Bhajan: Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar

Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar Hathon Mein Phoolon Ka Dauna Bhi Sohe Sundar Gale Mein Sohe Haar

Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe

Shri Ram Bhajan Video: Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe, Haye Ayodhya Me Andhere Chha Rahe...

Kanhaiya Le Chal Parli Paar

Kanhaiya Le Chal Parli Paar, Saawariya Le Chal Parli Paar, Jaha Birajo Meri Radha Rani, Albeli Sarkar ॥

Ram Charan Chit Lai Re Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Lai Re, Bhajo Radhe Govinda, Bhaktan Ke Sukhdayi Re, Bhajo Radhe Govinda, Jab Maara Tab Tab Taara