Aisa Darbar Kahan Aisa Datar Kaha (ऐसा दरबार कहाँ, ऐसा दातार कहाँ - भजन)


Aisa Darbar Kahan,
Aisa Datar Kaha,
Dhundhi Sari Ye Duniya,
Asi Sarkar Kaha ॥
Meri Jindegi Sawari,
Mujhe Apna Bana Ke,
Ahasan Kar Diya Hai,
Mujhko Gale Lagake,
Baba Sari Duniya Main,
Tere Jesa Pyar Kahan,
Dhundhi Sari Ye Duniya,
Asi Sarkar Kaha ॥

Mere Najar Ke Aage,
Har Kaam Ho Raha Hai,
Takliph Mit Gae Hai,
Aaram Ho Gaya Hai,
Baba Sab Kaam Kare,
Yahan Inkar Kahan,
Dhundhi Sari Ye Duniya,
Asi Sarkar Kaha ॥

Sabki Hai Kya Jarurat,
Bas Ek Ko Mana Lo,
Bhakto Tum Apna Saathi,
Bhotnaath Ko Bana Lo,
Aur Kisi Ka Bhi,
Phir Darkar Kahan,
Dhundhi Sari Ye Duniya,
Asi Sarkar Kaha ॥

Aisa Darbar Kahan,
Aisa Datar Kaha,
Dhundhi Sari Ye Duniya,
Asi Sarkar Kaha ॥
ऐसा दरबार कहाँ, ऐसा दातार कहाँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऐसा दरबार कहाँ, ऐसा दातार कहाँ, ढूंढी सारी ये दुनिया, ऐसी सरकार कहाँ ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hey Mari Maiya Hath Jod Mein Karto Vinati

Hai Mhari Maiya Hath Jod Mein Karato Vinati, Hai Mari Maiya Hath Jod Mein Karato Vinati

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..