Ase Dani Hai Bhole Piya (ऐसे दानी है भोले पिया - भजन)


Kam Bhakton Ka Pal Mein Kiya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Jo Bhi Manga Wo De Diya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Bholenaath Bholenaath,
Bholenaath Bholenaath,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya ॥
Mahakal Har Har,
Teri Puja Ghar Ghar,
Koi Tumsa Dani Nahi Hai,
Tum Ho Dayalu,
Yahi Bhikh Pa Lun,
Koi Tumsa Sani Nahi Hai,
Bari Ab Meri Hai,
Bhole Kyun Deri Hai,
Premi Ghabra Gaya,
Premi Ghabra Gaya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya ॥

Dar Se Sawali,
Na Lota Hai Khali,
Sada Tumne Jholi Bhari Hai,
Nahi Dil Main Sanka,
Kari Daan Lanka,
Daya Asi Bhole Kari Hai,
Dar Pe Jo Aaya Hai,
Sabkuch Woh Pae Hai,
Kashta Bhakto Ka Har Liya,
Kashta Bhakto Ka Har Liya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya ॥

Nikala Halahal,
Machi Dekho Halchal,
Use Bhole Baba Piya Tha,
Tumhi Bhole Samrat,
Pilaya Tha Amrut,
Sabhi Devta Ko Diya Tha,
Tu Hi Wo Data Hai,
Sabka Tu Bidhata Hai,
Bhakto Ko Shahara De Diya,
Bhakto Ko Shahara De Diya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya ॥

Kam Bhakton Ka Pal Mein Kiya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Jo Bhi Manga Wo De Diya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Bholenaath Bholenaath,
Bholenaath Bholenaath,
Aise Dani Hai Bhole Piya,
Aise Dani Hai Bhole Piya ॥
ऐसे दानी है भोले पिया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
काम भक्तों का पल में किया, ऐसे दानी है भोले पिया, ऐसे दानी है भोलें पिया, जो भी माँगा वो दे दिया, ऐसे दानी है भोलें पिया, ऐसे दानी है भोलें पिया भोलेनाथ भोलेनाथ, भोलेनाथ भोलेनाथ, ऐसे दानी है भोलें पिया, ऐसे दानी है भोलें पिया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥