Bail Ki Sawari Kare Damroo Bajaye (बैल की सवारी करे डमरू बजाये - भजन)


Bail Ki Sawari Kare Damru Bajaye
Jag Ke Taap Hare Sukh Barsaye
Om Namah Shivaye, Om Namah Shivaye
Rachna Racha Ke Aap Khele Re Khiladi
Kahin Pe Banavo Raja Kahin Pe Bhikari
Rone Laga Haar Ke Vo Jeet Ke Hansaye
Jag Ke Taap Hare Sukh Barsaye
Bail Ki Sawari Kare..

Baghambar Lapete Vo Pahane Nagmala
Hathon Mein Trishool Dhare Naam Bhola-bhala
Deenon Pe Dayal Hoke Lakshmi Lutaye
Jag Ke Taap Hare Sukh Barsaye
Bail Ki Sawari Kare..

Swarg Se Utari Ganga Jata Mein Samai
Bhagton Ko Tarne Dharti Pe Aai
Bhal Netr Jwala Se Vo Papon Ko Jalaye
Jag Ke Taap Hare Sukh Barsaye
Bail Ki Sawari Kare..

Mahadev Mahadani Jag Rakhwala
Sharan Mein Aaye Ko Kar De Nihala
Uski Leela Kaun Jane Uske Sivaay
Jag Ke Taap Hare Sukh Barsaye
Bail Ki Sawari Kare..

Bail Ki Sawari Kare Damru Bajaye

Jag Ke Taap Hare Sukh Barsaye
Om Namah Shivaye, Om Namah Shivaye
बैल की सवारी करे डमरू बजाये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बैल की सवारी करे डमरू बजाये, जग के ताप हरे सुख बरसाये, ॐ नमः शिवाये..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanHari Om Sharan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥