Bajrang Bali Ne Asa Bajaya Danka (बजरंगी बलि ने ऐसा बजाया डंका:भजन)


Bajrang Bali Ne Asa Bajaya Danka,
Jala Dali Sari Sone Ki Lanka,
Dhu Dhu Jalti Lanka,
Uchal Kudate Hanuman,
Jay Shree Ram Jay Hanuman ॥
Hanuman Ko Lagi Thi Bhukh Bhari,
Phool Hetu Ashokbatika Ujari,
Akshaya Kumar Ko Jab Mar Giraya,
Ravan Ko Aake Asuro Ne Bataya,
Lankesha Ki Shabha Mein Bulaye Gaye Hanuman,
Jay Shree Ram Jay Hanuman ॥
BhaktiBharat Lyrics


Ravan Ne Jab Koi Nahi Diya Ashan,
Punch Badhai Swayam Bana Liya Aasan,
Ye Dekh Ravan Ko Vikat Krodha Aaya,
Asuro Ne Punch Mein Aag Lagaya,
Phir Lanka Dahan Kar Diye The Hanuman,
Jay Shree Ram Jay Hanuman ॥
बजरंगी बलि ने ऐसा बजाया डंका:भजन - हिन्दी में पढ़ें
बजरंगी बलि ने ऐसा बजाया डंका, जला डाली सारी सोने की लंका, धु धु जलती लंका, उछल कूदते हनुमान, जय श्री राम जय हुनमान ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Tere Siva Baba Kaun Sunega

Tere Siva Baaba Kaun Sunega, Tum Hee Sunoge Tumako, Sunana Padega, Tum Hee Sunoge Tumako, Sunana Padega ।

Bhajan: Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand...