Bas Itni Tamanna Hai Shyam Tumhe Dekhun (बस इतनी तमन्ना है, श्याम तुम्हे देखूं - भजन)


Bas Itni Tamanna Hai,
Bas Itni Tamanna Hai,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥
Sar Mukut Suhana Ho,
Mathe Tilak Nirala Ho,
Gal Motiyan Mala Ho,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥

Kaano Mein Ho Baali,
Latke Lat Ghungrali,
Tere Adhar Pe Murli Ho,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥

Baju Band Baahon Pe,
Paijaniyan Paon Mein,
Hothon Pe Hasi Kuchh Ho,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥

Din Ho Ya Andhera Ho,
Chaahe Shaam Savera Ho,
Soun to Sapno Mein,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥

Chaahe Ghar Ho Nandlala,
Keertan Ho Gopala,
Har Jag Ke Nazaare Mein,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥

Kahta Hai Kamal Ai Kishan,
Saugat Mujhe Yah De,
Jis Aur Nazar Pheroon,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥

Bas Itni Tamanna Hain,
Bas Itni Tamanna Hain,
Shyam Tumhe Dekhoon,
Ghanshyam Tumhe Dekhoon ॥
बस इतनी तमन्ना है, श्याम तुम्हे देखूं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बस इतनी तमन्ना है, श्याम तुम्हे देखूं, घनश्याम तुम्हे देखूं ॥...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanNewborn BhajanBadhai BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanKhatu Shuam BhajanKhatu BhajanShri Shyam BhajanJaya Kishori Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tera Jag Hai Kare Gunagaan Gajaanan Lambodar

Tera Jag Hai Karen Gungaan, Gajanan Lambodar, Lambodar Hey Lambodar, Lambodar Hey Lambodar,
Tu Jag Mein Sabse Mahan, Gajanan Lambodar, Tera Jag Hai Kare Gungaan, Gajanan Lambodar ॥

Gajanand Maharaj Padharo Kirtan Ki Taiyari Hai

Pratham Manaye Ganesh Ke, Dhyaoo Sharada Maat, Maat-Pita Guru Prabhu Charan...

Preet Main Puje Naam Tumhara

Preet Me Puje Naam Tumhara, Ganpati Jagat Khivaiya, Shiv Nandan Ab Aaj Hamari, Paar Lagana Naiyya, Jai Gauri Ke Lala ॥

Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare

Main Aaya Hoon Tere Dware, Ganaraj Gajanan Pyare, Meri Naiya Padi Hai Kinare, O Vighan Vinashan Haare, Mujhe Kaun Sambhale, Meri Laaj Bachale, Mere Man Mohiya, Tera Bas Dhyaan Kiya, Gajanan Naam Liya, Tera Bas Dhyaan Kiya, Gajanan Naam Liya ॥

Koi Shubh Kam Ho

Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Reeti Devon Ne Iski Chalai, Iss Reeti Ko Hum Sab Nibhaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle ॥