Bhagwan Laut Ayodhya Aaye (भगवन लौट अयोध्या आए..)


Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
Vo Baagan-baagan Aae,
Aur Sookhe Baag Hariyae
Vo Baagan-baagan Aae,
Aur Sookhe Baag Hariyae

Malin Pairan Pari-pari Jae
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
Malin Pairan Pari-pari Jae
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।

Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।

Vo Taalan-taalan Aae,
Aur Sookhe Taal Bh Riae ।
Vo Taalan-taalan Aae,
Aur Sookhe Taal Bh Riae ।

Dhovin Pairan Pari-pari Jae,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
Dhovin Pairan Pari-pari Jae,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।

Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।

Vo Kuatan-kuatan Aae,
Aur Sookhe Kuna Bhaariyae ।
Vo Kuatan-kuatan Aae,
Aur Sookhe Kuna Bhaariyae ।

Shakkin Pairan Pari-pari Jae,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
Shakkin Pairan Pari-pari Jae,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।

Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।

Vo Mahalan-mahalan Aae,
Aur Khandar Mahal Chiniyae ।
Vo Mahalan-mahalan Aae,
Aur Khandar Mahal Chiniyae ।

Rani Pairan Pari-pari Jae,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
Rani Pairan Pari-pari Jae,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।

Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas,
Bhagwan Laut Ayodhya Aae ।
भगवन लौट अयोध्या आए.. - हिन्दी में पढ़ें
भगवन चौदह बरस वन वास, भगवन लौट अयोध्या आए । वो बागन-बागन आए, और सूखे बाग हरियाए..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanHari Om Sharan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

O Maa Pahadan Waliye Sun Le Mera Tarana

O Maa Pahadavaliye, Sun Le Mera Tarana, Sun Le Mera Tarana, Sun Le Mera Tarana, O Maa Pahadavaliye, Sun Le Mera Tarana ॥

Parvat Se Utar Kar Maa Mere Ghar Aa Jana

Parvat Se Utar Kar Maa, Mere Ghar Aa Jana, Main Bhi Bhagat Tera, Mera Naam Bada jaana ॥

Maiya Ji Mere Hath Ko Ab Tham Lijiye

Maiya Ji Mere Hath Ko, Ab Tham Lijiye, Majbur Hun Maa Main Bada, Majbur Hun Maa Main Bada, Ab Dhyan Dijiya, Maiya Ji Mere Hath Ko, Ab Tham Lijiye ॥

Lehar Lehar Lehra Gayi Re Meri Maa Ki Chunariya

Lehar Lehar Lehra Gayi Re, Meri Maa Ki Chunariya, Maa Ki Chunariya, Meri Maa Ki Chunariya, Lehar Lehar Lehra Gayi Re, Meri Maa Ki Chunariya ॥