Bhajami Shankaraye Namami Shankaraye (भजामि शंकराये नमामि शंकराये - भजन )


Bhajami Shankaraye Namami Shankaraye,
Trilochanaye Shoolpani Chandra Shekhraye,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole ॥
Anathon Ke Ho Nath Tum,
Dukhi Jano Ke Saath Tum,
Lo Thaam Mera Haath Tum,
Kahaan Ho Bholenath Tum,
Bhajami Shankaraye Namami Shankaraye,
Trilochanaye Shoolpani Chandra Shekhraye,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole ॥

Anant Ho Vishal Ho,
Asim Shiv Dayal Ho,
Karo Krpa Ki Kor Jo,
To din Bhi Nihaal Ho,
Bhajami Shankaraye Namami Shankaraye,
Trilochanaye Shoolpani Chandra Shekhraye,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole ॥

Sharan Mein Lo Ubaar Do,
Janam Mera Sudhaar Do,
Daya Karo Daya Karo,
Mujhe Bhi Naath Taar Do,
Bhajami Shankaraye Namami Shankaraye,
Trilochanaye Shoolpani Chandra Shekhraye,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole ॥

Bhajami Shankaraye Namami Shankaraye,
Trilochanaye Shoolpani Chandra Shekhraye,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole,
Har Har Bam Bam Shiv Bhole ॥
भजामि शंकराये नमामि शंकराये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भजामि शंकराये नमामि शंकराये, त्रिलोचनाये शूलपाणी चंद्र शेखराये, हर हर बम बम शिव भोले, हर हर बम बम शिव भोले ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye