Bhasm Tere Tan Ki Ban Jau Bholenath (भस्म तेरे तन की, बन जाऊं भोलेनाथ: भजन)


Bhasm Tere Tan Ki,
Ban Jaun Bholenath,
Bhakti Mein Teri,
Ram Jaun Bholenath,
Shaam Subah Gun Tera,
Gaun Bholenath,
Bhakti Mein Teri,
Ram Jaun Bholenath ॥
Jab Jab Tu Bhangiya Ko,
Haath Se Lagaye,
Pyale Ke Roop Mein Tu,
Mujhako Hi Paye,
Jaisa Tu Dhale,
Dhal Jaun Bholenath,
Bhakti Mein Teri,
Ram Jaun Bholenath ॥

Khoya Rahun Bhole,
Seva Mein Teri,
Antim Yahi Hai,
Abhilasha Shiv Meri,
Dhul Tere Pag Ki,
Ban Jaun Bholenath,
Bhakti Mein Teri,
Ram Jaun Bholenath ॥

Kar Dun Ye Jeevan,
Main Tujhako Samarpan,
Tera Diya Kar Dun,
Tujhako Hi Arpan,
Naam Tera Har Pal,
Main Gaun Bholenath,
Bhakti Mein Teri,
Ram Jaun Bholenath ॥

Bhasm Tere Tan Ki,
Ban Jaun Bholenath,
Bhakti Mein Teri,
Ram Jaun Bholenath,
Shaam Subah Gun Tera,
Gaun Bholenath,
Bhakti Mein Teri,
Ram Jaun Bholenath ॥
भस्म तेरे तन की, बन जाऊं भोलेनाथ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
भस्म तेरे तन की, बन जाऊं भोलेनाथ, भक्ति में तेरी, रम जाऊं भोलेनाथ, शाम सुबह गुण तेरा, गाऊं भोलेनाथ, भक्ति में तेरी, रम जाऊं भोलेनाथ ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Bhasm Tere Tan Ki Ban Jau Bholenath Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aaja Aaja O Ganraja

Sarvpratham Pujit Ho Baba, Tum Ho Jag Se Nirale। Sraddha Bhav Se Tumko Puje, Sada Yeh Duniya Wale। Kabhi Nahin Koi Lauta Tere Dar Se Yun Hi Khali, Bhar-Bhar Ke Dete Ho Sabko, Jo Aaye Banke Sawali॥

Gaiye Ganpati Jagvandan

Gaiye Ganapati Jagvandan। Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥ Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।

Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai

Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Teri Jai Jaikar Lagate Hai Jai Jai Ganaraj, Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥

Duraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai By Movie Bhuj Aarti

Suraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai Bagiya Ki Dali-dali Pushp Chadhati Hai..

Hey Pratham Pujya Gaurinandan Hum Sharan Tihari Aaye Hai

Hey Pratham Pujya Gaurinandan, Hum Sharan Tihari Aaye Hai, Shraddha Ke Suman Arpit Karane,
Ham Thal Saja Kar Lae Hai, Hey Pratham Pujya Gaurinandan, Hum Sharan Tihari Aaye Hai ॥