Bhole Aapki Kirpa Se Sab Kaam Ho Raha Hai ( भोले आप की कृपा से, सब काम हो रहा है: शिव भजन)


Mere Bhole Ki Kirpa Se,
Sab Kaam Ho Raha Hai,
Karte Hai Bhole Baba,
Karte Hai Bhole Baba,
Mera Naam Ho Raha Hai,
Mere Bhole Ki Kirpa Se,
Sab Kaam Ho Raha Hai ॥
Jivan Ke Mere har Dukh,
Mitate Hi Ja Rahe Hai,
Jis Rah Mein The Kante,
Waha Phool Khil Rahe Hai,
Teri Daya Se Ab To,
Har Kaam ban Raha Hai,
Karte Hai Bhole Baba,
Mera Naam Ho Raha Hai,
Mere Bhole Ki Kirpa Se,
Sab Kaam Ho Raha Hai ॥

Tera Haath Ho Jo Ham Par,
Phir Kya Mujhe Kabhi Hai,
Meri Sanso Ko Nahi Ab,
Koi Aor Araju Hai,
Tera Pyar Jo Mila Ab,
Rahat Sa aa Raha Hai,
Karte Hai Bhole Baba,
Karte Hai Bhole Baba,
Mera Naam Ho Raha Hai,
Mere Bhole Ki Kirpa Se,
Sab Kaam Ho Raha Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tum To Jagat Ke Swami,
Tum Ko Na Paar Paun,
Tumse Ki Hai Mohabat,
Tum Bin Kahan Mein Jaun,
Teri Bhakti Mein Mera Maan,
Nirmal Ho Raha Hai,
Karte Hai Bhole Baba,
Mera Naam Ho Raha Hai,
Mere Bhole Ki Kirpa Se,
Sab Kaam Ho Raha Hai ॥
भोले आप की कृपा से, सब काम हो रहा है: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे भोले की कृपा से, सब काम हो रहा है, करते है भोले बाबा, करते है भोले बाबा, मेरा नाम हो रहा है, मेरे भोलें की कृपा से, सब काम हो रहा है ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanTeej BhajanHariyali Teej BhajanHaritalika Teej Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye