Bhole Baba Ka Ye Dar (भोले बाबा का ये दर - भजन)


Bhole Baba Ka Ye Dar,
Bhakton Ka Ban Gaya Hai ghar,
Baba Ki Mahima Nyari,
Hai Tu Sabaka Hitakari,
Dekho Log Hajaaron Roj,
Yaha Par Aate Hai,
Apne Pyare Mahakal,
Ka Darshan Pate Hain ॥
Ujjain Mein Baba Ji Ne,
Dera Lagaya Hai,
Baba Ke Bhakton Ne Yahaan,
Mela Lagaya Hai,
Ujjain Ki Mahima Nyari,
Gati Yah Duniya Sari,
Maa Shipra Mein Nahake,
Sab Darshan Karane Aate,
Jayakara Bam Bam,
Bhole Naath Lagate Hain,
Apne Pyare Mahakal,
Ka Darshan Pate Hain ॥

Baba Ke Dar Pe Jisne,
Arji Lagae Re,
Bhakton Ki Baba Ne Sada,
Bigadi Banae Re,
Baba Sabki Echhaye,
Pal Bhar Mein Puri Karte,
Sukh Sampati De Bhakton Ko,
Bhakton Ke Dukh Hain Harte,
Jo Baba Ji Ki Charan,
Sharan Mein Aate Hain,
Apne Pyare Mahakal,
Ka Darshan Pate Hain ॥

Bhole Baba Ka Ye Dar,
Bhakton Ka Ban Gaya Hai ghar,
Baba Ki Mahima Nyari,
Hai Tu Sabaka Hitakari,
Dekho Log Hajaaron Roj,
Yaha Par Aate Hai,
Apne Pyare Mahakal,
Ka Darshan Pate Hain ॥
भोले बाबा का ये दर - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले बाबा का ये दर, भक्तों का बन गया है घर, बाबा की महिमा न्यारी, है तू सबका हितकारी, देखो लोग हजारों रोज, यहां पर आते हैं, अपने प्यारे महाकाल, का दर्शन पाते हैं ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bade Bhag Se Fagun Aayo Ri

Bade Bhag Se Phagun Aayo Ri, Hori Khelungi Shyaam Sang Jaay

Ek Bholi Bhali Kanya

Ek Bholi Bhali Kanya, Parvat Se Bhakto Aae, Sir Pe Uske Laal Chunariya, Nainna Jot Samae, Haatho Main Hai Laal Chuda, Paao Main Payal Bhae, Sir Pe Uske Laal Chunariya, Nainna Jot Samae ॥

Meri Chunri Mein Pad Gayo Dag Ri

Meri Chunri Mein Pad Gayo Daag Ri, Kaiso Chatak Rang Daro, Shyam Meri Chunri Mein Pad Gayon Daag Ri..

Maa Ki Mahima Aprampaar

Maan Ki Mahima Aparampar, Bhagat Ke Kasht Mitati Hai..

Rang Barse Bheege Hai Brijbala Rang Barse

Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse , O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse..